BabaMere BabaBabaMere BabaMere BabaBabaChalna Chahoon To Chala Bhi Nahi JataPaon Zakhmi Yeh Uthta Hi Nahi MeraSona Chahoon To Soya Bhi Nahi JataPusht Zakhmi Hai Zakhmo Se Hai Khoo BehtaSaans Leti Hoon To Dukhti Hain PasliyanDadi Zahra(s.a.) Ki TarhaTooti Hain PasliyanBabaRukhsar Mere ZakhmiKaano Se Lahoo JariBunde Bhi Chinay MereKurta Bhi Jala BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)1. Dhoondti Phirti Thi Mein Aap Ka Lasha BabaEk Zalim Ne Mujhe Rok Ke Mujhse PoochaDhoondti Kis Ko Hai Baba Ka Tere Naam Hai KyaMere Baba Hain Hussain Ibn e Ali Meine KahaPhir Ghaiz Mein Woh AayaChehre Pe Mujhe MaraReti Pe Gira DaalaMein Kehti Rahi BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)2. Raah Mein Chalte Hue Qafla Thehraya GayaPani Le Kar Jo Wahan Shimre Laeen Aaya ThaApne Lashkar Ko Wahan Pani Se Sayraab KyaPani Dikhla Ke Mujhe Sara Wahin Phenk DiyaPhir Hans Ke Woh Kehta ThaPyasa Tujhe RakhungaBalon Ko Mere KhenchaOr Khoon Resa BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)3. Pusht Zakhmi Hui Sajjad Ki To Meine KahaHaay Maaro Na Isay Bhai Hai Bemaar MeraSun Ke Aawaz Meri Shimr Meri Samt BarhaBhai Ko Chor Diya Phir Woh Sitam Mujh Pe KyaMara Mujhe TamachaChehre Se Lahoo NiklaWoh Haath Sitamgar KaBhaari Tha Bada BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)4. Kha Ke Zalim Ke Tamache Mujhe Ghash Aata ThaPhir Tamacho Se Hi Woh Hosh Mein Le Aata ThaHans Ke Kehta Tha Bula Baba Ko Ammu Ko BulaJitna Tu Roye Gi Utna Hi Tujhe MarungaPhir Dil Mera GhabrayaOr Jism Bhi TharrayaYeh Haal Mera DekhaNa Reham Kya BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)5. Mera Nanha Sa Gala Rassi Se Bandhwaya GayaMujh Ko Panjo Pe Kabhi Kaanto Pe Chalwaya GayaTez Chaltay Hue Naqoo Se Bhi Girwaya GayaSar Ba Rehna Mujhe Bazaar Mein Phirwaya GayaThi Itni Thakan BabaPaon Bhi Na Uthta ThaUs Waqt Jo Ghash AayaAise Jagaya BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)6. Jab Mein Zindan Se Rehaye kK Khabar PaoungiDadi Zahra(s.a.) Ki Mein Turbat Pe Chali JaoungiApni Tooti Hui Pasli Unhe DikhlaungiChaar Saala Mein Zaeefa Hoon Yeh BatlaongiHum Dono Hain MazloomaEk Jaisa Hai Ghum ApnaZalim Ne Jo RulwayaDono Ne Kaha BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)7.Kaisa Woh Mazhar o Farhan Tha Ghum Ka ManzarQaid Khanay Mein Sakina(s.a.) Ko Mila Baba Ka SarRoi Kuch Der Woh Muh Baba Ke Muh Per Rakh KarBas Yehi Kehte Huay Kar Gayi Duniya Se SafarYeh Aakhri Jumla ThaAb Sabr Nahi HotaSar Ronay Laga Sheh KaBeti(s.a.) Ne Kaha BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)BabaHaay Itna Mujhe MaraBabaHaay Zakhmi Hai Sakina(s.a.)BabaMere Baba
Zakhmi Hai Sakina
Farhan · 2024
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.