Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Zakhmi Haider

Shahid Baltistani · 2020

Masjid main huye zakhmi Haider zainab pay qayamat tooti hayYe fajr Ali ki Beti ko Ashoor Kay jesi lagti hayNazdeek Jo pohonchay ghar k Ali bolay ye Hasan say aey betaashaab say keh do Ghar jaen darwazay pay Zainab bethi hayZainab nay zakhmi baba Kay chehray say Lahu Jo saaf KiaMarqad say sada di Zahra s.a nay ye karbal ki tayyari hayDo saal Kay Hain Sajjad a.s magar Bund ankhain ki Hain ghairat sayNamoos e Mohammad SAWW ki Jo Rida girti hui Sir say dekhi hayEk bar shahadat baba ki ek bar shahadat Shohar kiAfsos Kay sheher e koofa main do baar Ruqayya s.a urji hayWo jis nay apnay Qaatil ko sharbat say nawaza Koofay mainAulaad ko uski Ummat nay sehra main pyaasa maari hayAhista Ali a.s nay di ye sada ghabrana nahi main bhi hongaDarbar main Jana hay tum ko Zainab ye Khuda ki Marzi hayAey Mir Takallum shor utha ub dono milengay KarbobalaInna Lillahh Parhlo Zainab s.a baba ki sawari jaati ha

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.