Ya Hussain Maula Ya Hussain - 4Jag hai tumhara maula jag hai tumharaDekho ya Hussain saara jag hai tumhara.Ya Hussain Maula Ya Hussain - 2Wo Sadaaye halmin jo kal goonj rahi thi sehraa mein - 2aaj talak, sadiyon se wohi goonj rahi hai duniya mein - 2Aap akele thay MaulaAap akele thay MaulaAb saari duniya saath mein haiSaath bhi aisa, ke ab sab ka jeena marna saath mein haiYa maula ya Hussainsaara zamana Haan ye saara zamana hai tumhara Ya Hussaintum akele nahin ho Ya Hussain - 2Ye zameen-o-aasmaan keh rahi hai har zabaankeh raha hai Har nazara Ya HussainTum akele nahin ho Ya HussainHussain Hussain HussainMaula maula Hussain Hussain Hussain - 2Roz-e-Ashoora Lakhon mein tanha Hussain humko bula rahe thayHal min ka naara hai ye ishaaraHussain sabko jaga rahe thayZinda raha hai, zinda rahegaHal min ka naara Hussain kahar dil ki dua Har lab pe sadaYe khazana hai tumhara Ya HussainTum akele nahin ho Ya Hussain - 2Saara zamana ha ye saara zamana hai tumhara Ya Hussaintum akele nahin ho Ya HussainYa imame do jahaan sheh saware karwaanTum Jahan ho hum wahan Ya HussainHum sab ka hai naara, Ya Hussain Ya Hussain Ya HussainYa Hussain Ya Hussain Ya HussainKal thay akele Karbobala mein Hussain Koi na tha tumharaAur aaj aalam pukarta hai Hussain hamara Hussain hamaraBadla hai kaisa, dekho nazaraHar dil thikana Hussain kaTum pe maula subho shaamSaari qaumon ka salaamSab ne mil ke hai pukara Ya HussainTum akele nahin ho Ya Hussain - 2Saara zamana ha ye saara zamana hai tumhara Ya Hussaintum akele nahin ho Ya HussainYe zameeno aasmaan, keh rahi hai Har zabaankeh raha hai Har nazara Ya HussainTum akele nahin ho Ya HussainHussain Hussain HussainMaula Maula Hussain Hussain Hussain - 2Karodo dil hain jo aaj MaulaTumhari janib rawaan dawaan haiLabbaik Maula, Labbaik MaulaYahi sadaaye zabaan zabaan haiHar karwaan mein, har ek zabaan meinNaam aa raha hai Hussain kaSab ka pyara Ya HussainSab ka naara Ya HussainHar zamana hai tumhara Ya HussainTum akele nahin ho Ya Hussain - 2Ya imame do jahaan sheh saware karwaanTum Jahan ho hum wahan Ya HussainYe goonjay ga - 8Ha naam Hussain ka goonjaygaSab galiyon mein, sab raahon meinSab shehron mein, maidanon meinDil ki dhadkan dhadkan mein,ghar ghar me aangan aangan meinSehraon mein, daryaaon meinSab zehno mein, ha nabjo me, naaro mein, baaton baaton meinNaam Hussain ka goonjay gaSaara zamana ha ye saara zamana hai tumhara Ya Hussaintum akele nahin ho Ya HussainYe zameeno aasmaan, keh rahi hai Har zabaankeh raha hai Har nazara Ya HussainTum akele nahin ho Ya HussainYa HussainHussain Hussain HussainMaula Maula Hussain Hussain Hussain - 2Salaam tum par Janab-e-ZainabHussain ban kar dikhaya tumneQadam qadam par suna ke khutbeHussainiyat ko badhaya tumneNauha sunaya, maatam karwayaParcham uthaya Hussain kaKabhi barsare bazar, kabhi barsare darbarBibi Zainab ne pukara Ya Hussaintum akele nahin ho Ya Hussain - 2Saara zamana ha ye saara zamana hai tumhara Ya Hussaintum akele nahin ho Ya HussainYa imame do jahaan sheh saware karwaanTum Jahan ho hum wahan Ya HussainHum sab ka hai naaraYa Hussain Ya Hussain Ya Hussain - 2Kya bawafa the Hussain waleJo Karbala mein the Para paraSadaaye Halmin woh sun rahe theHussain ka tha ye istegasaAbbas! Aao mujhko sambhaloKoi raha na Hussain kaDi Shaheedon ne sadaTum pe ho jayein fidaMile jaan jo dobara Ya HussainTum akele nahin ho Ya HussainYa Hussain maula ya hussain - 3Haazir hai, haazir hai MaulaMaula Maula Hussain MaulaPursa lo pursa HamaraMaula Maula Hussain Maulahar Dil mein hai gham tumharaMaula Maula Hussain MaulaYa MaulaHum na bhoolenge KarbalaHum na bhoolenge AshuraRahega Sada ye naara Maula maula Hussain maula - 2Haazir hai, haazir hai Maula, Maula maula Hussain maula - 4
Zamana Tumhara Ya Hussain
Nadeem Sarwar · 2025
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.