Kerbalki kahaani jab, koi bhi Sunayi gaDil walo ke ankhose. Ek darya bahaayega.Wo Karwaan sarwarka, jo shaan se nikla thaSughra ko khabar kya thi, na lot ke aayega.Mehmaan bulaya hai, ay kufiyo sarwarkoKya kunba shahe deen ka, paani nahi payega.Paamal huwa Kaasim, yu goro ki taaposeKis tarha chacha teri, mayyat ko uthayenga.Tha hathoke katneka, kuch gham na dilawarkoSaydaniyo ka parda, ab kon bachayegaTooti hai kamar shehki, ghabrana magar AkberFarzande nabi teri, laashe ko uthayenga.Sote na the tum Asghar, jule me tadapte theDunya ko khabar kya thi, ek teer sulaayenga.As'haab ne dam toda, Shabbir ke zanu parKis zaanu par sar apna, Shabbir kataayengaSarwarne uthaethe, sab saathiyoke laasheShabbir tera laasha, ab kon uthayengaKerbalki kahaani jab, koi bhi Sunayi gaDil walo ke ankhose. Ek darya bahaayega.
Zehra Pursa Lo Bahattar
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.