Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Zuljanah ay zuljanah

Irfan Haider · 2002

Ay Zuljana Ay ZuljanaRahawari ke sumo se lipat kar. Karti thi bain Bali Sakina.[Ay Zuljana Ay Zuljana] ×2Ran me na baba ko lay ke jaaKya tuje maloom nahi dasht hai kaisa jo bhi gaya hai wo palat kar nahi ayaAb man le kehna baba kona layjaKehti hai Sakina[Ay Zuljana Ay Zuljana] ×2Meine watan tashna dahan or ye mazalim aise bure wakt me tujpe he ye lazimAb man le kehna baba kona layjaKehti hai Sakina[Ay Zuljana Ay Zuljana] ×2Ek kadam tune barhaya jo yahan se bali sakina bhi guzar jayengi jaa se Ab man le kehna baba kona layjaKehti hai Sakina[Ay Zuljana Ay Zuljana] ×2Dekh tere peiro se lipti hai sakina Dur agar mujse huwe shah e madinaAb man le kehna baba kona layjaKehti hai Sakina[Ay Zuljana Ay Zuljana] ×2Kitne naye zakhm muje denge sitamgaar baap ka saya jo utha aspe wafa darAb man le kehna baba kona layja Kehti hai Sakina[Ay Zuljana Ay Zuljana] ×2Dekh zara koyi mere paas nahi hai tujko yatimi ka bhi ehsas nahi hai.Ab man le kehna baba kona layjaKehti hai Sakina[Ay Zuljana Ay Zuljana] ×2Muj se bichar jayenga jab baap ka sina Khakh pe soyengi bhala kaise sakinaAb man le kehna baba kona layjaKehti hai Sakina[Ay Zuljana Ay Zuljana] ×2Darde judayi bhi sahan tashna labi bhi mai tera ehsan na bhoolungi khabhi bhiAb man le kehna baba kona layjaKehti hai Sakina[Ay Zuljana Ay Zuljana] ×2Mai mera tan tashna dahan aur ye mazalim. Aise bure wakht me tujpe hai ye lazimAb man le kehna baba kona layjaKehti hai Sakina[Ay Zuljana Ay Zuljana] ×2Ek kadam tune barhaya jo yahan se bali sakina bhi guzar jayengi jaa seAb man le kehna baba kona layjaKehti hai Sakina[Ay Zuljana Ay Zuljanah] ×2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.