Zuljanah ay zuljanahBoli khatun-e-jina, yani shabbir ki maa(n), mera bacha hai(n) kahaa(n)Zuljana ay zuljana (mera bacha hai(n) kaha(n)) x2Boli khatun-e-jina, yani shabbir ki maa(n), mera bacha hai(n) kahaa(n)Zuljana ay zuljana (mera bacha hai(n) kaha(n)) x2Lay gaya ghar se ek pyaase ko, Rab ke mehboob ke nawase ko, Chor keraagaya laeeno me, Gham zada maa ke tu assase ko. Dhund ne jawu(n) use,is andhere me kaha(n), Mera bachaa hai(n) kaha(n)(Zuljana ay zuljana mera bacha hai(n) kaha(n)) x2Jis ne lashe uthaye the din bhar, khune asghar tha jiske chehre par,zakhme akbar ki thi anni dil me, bhayi ki gham me jhuk gayi thi kamar,khaak urhaate hai nabi, hai ali mehve fughaa, mera bacha hai(n) kahaa(n)Zuljana ay zuljana (mera bacha hai(n) kaha(n)) x2raqibe dosh mustafa tha wo, tujhko bachpan se chahata tha wo, saathkyu(n) aaj uska chor diya, jabke mushkil me agaya tha wo, bewafayi kasabab, kya karu(n) tujhko bayaa(n), mera bacha hai(n) kahaa(n)[Fatema zahra] ×4tere mathe pe khun hai kiska, rang khu(n) ye tere sawaar ka tha, haimere shir ki mehek usme, kampta hai alam se dil mera, bol khamosh haikyu(n), tere asu(n) hai rawaa, mera bacha hai(n) kahaa(n)Zuljana ay zuljana (mera bacha hai(n) kaha(n)) x2jo teri pyaas par udaas raha, hokepaani ki aaspaas raha, phir bhi paani piyaa nahi usne, teri khatir womehwe yaas raha, khushk tha uska ghala, khushk thi uski zabaa(n), merabacha hai(n) kahaa(n)Zuljana ay zuljana (mera bacha hai(n) kaha(n)) x2kaise soyegi ladli uski, jisko sine pa neend aati thi, jisne rokatha tujhko jaate huwe, kya kahega agar wo puchhegi, samna uska na kar,roke dedegi wo jaa(n), mera bacha hai(n) kahaa(n)Zuljana ay zuljana (mera bacha hai(n) kaha(n)) x2qalb zainab kahee(n) fighar na ho, dilpe ehle haram ke waar na ho,tu jo khayme me jayenga khali, kon hai jo, ke soghwaar na ho, tu jojaayega wahaa(n), hashr ka honga samaa(n), mera bacha hai(n) kahaa(n)Zuljana ay zuljana (mera bacha hai(n) kaha(n)) x2na gawaa sar sina pe aayaa nazar, zikre khaliq tha jiske honto par,thaam kar dil larazte haatho(n) se, boli "rehan", madare sarwar, tujhseay aspe jhari, ab na puchengi ye maa(n), mera bachha hai kahaa(n),Zuljana ay zuljana (mera bacha hai(n) kaha(n)) x2[Fatema zehra] ×4Meera vad maula, sarwar-e-zehra, aho-wawayla
Zuljanah ay zuljanah
Shahid Baltistani · 2005
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.