Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Abbas E Naujawanam

Irfan Haider

Abbas E Naujawanam

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Haay..Jab hue bazu-e-abbas qalam, darya parr..Girke thanda hua hazrat ka alam, darya parr..Gharke khoo hogaya wo behre karam, darya parr..Girte hi ghode se aaqa ko pukara rokarShaah khaime se chale, tha yahi nauha lab parBaradar baradar..(2)Abbas-e-naujawanam..(2), Baradar baradarSada-e-qud-o-kanam,BaradarbaradarAbbas-e-naujawanam..(2), Baradar baradarSadae teri sunkar chala hai dil pekhanjar,abbas-e-naujawanamMadad ko aao aaqa sitam hua hai mujhpar..(2)Labo pe aagaya dum..(2)Baradar baradar..(2)Abbas-e-naujawanam..(2), Baradar baradarSakina dar pe baithi bula rahi hai tujhko,abbas-e-naujawanamTujhe khabar hai ghazi na jine dega usko..(2)Tere bichadne ka ghum..(2)Baradar baradar..(2)Abbas-e-naujawanam..(2), Baradar baradarTadap rahi ha behne ghashi hui ha taari, abbas-e-naujawanamUjad gayi abhi se waha ali ki beti..(2)Meri kamar hui kham..(2)Ajeeb hai ye ghurbat tadap rahe hai dono, abbas-e-naujawanamYe ghum mila qayamat tadap rahe hai dono..(2)Waha tum aur yaha hum..(2)Baradar baradar..(2)Abbas-e-naujawanam..(2), Baradar baradarUtha ke khaali kuze ye tashna lab pukare, abbas-e-naujawanamJo tu nahi hai ghazi kise dil ab pukare..(2)Lahu lahu hai alam..(2)Baradar baradar..(2)Abbas-e-naujawanam..(2), Baradar baradarNa jee sakunga mai bhi tere bina alamdaar,abbas-e-naujawanamJo tera ghar se jana rulaega alamdaar..(2)Bapa karunga matam..(2)Baradar baradar..(2)Abbas-e-naujawanam..(2), Baradar baradarQareebe bawafa jab pohoch gae shahedeen, abbas-e-naujawanamJabee se khoo hata kar ye kehte the shahedeen..(2)Kaho hame labe dum..(2)Baradar baradar..(2)Abbas-e-naujawanam..(2), Baradar baradarSada ye sheh ki sunkar tadap gaya alamdaar,abbas-e-naujawanamMujhe hai ye khijalat haram hai sab azadaar..(2)Kaha juhi gaya dum..(2)Baradar baradar..(2)Abbas-e-naujawanam..(2), Baradar baradarTu irfane wafa hai mai mazhare masaeb, abbas-e-naujawanamMai uska hu jo tere baya kare masaeb..(2)Ye martaba bhi hai kam?..(2)Baradar baradar..(2)Abbas-e-naujawanam..(2), Baradar baradar

About Abbas E Naujawanam

Abbas E Naujawanam is a nohay recited by Irfan Haider, from the album “Aie Gul E Narjis S A Biya Biya”. Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Irfan Haider or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Irfan Haider