Aik ahsaan karJub shaam ka bazaar a gayaOr cheeni gay jub chadarJub zaalim nay zainab(s.a) ka naam pukaraZainab(s.a) zainab(s.a) zainab(s.a)Yeh pukari ro kar(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x3[phir us ke baad kuch na mangoongi] ×2Zaleemo say meri rida laday(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2Laash to kab ki ban chuki hoon mayDil to bas aadatan dharakta haiMaar dalay na yeh sitam mujh koMeray bhai yeh mujh ko lagta hai[jo chahta hai zindagi meri] ×2Zaleemo say meri rida laday(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2Dekh sajjad(a.s) ki taraf ghazi(a.s)Tujh say karti hai yeh fughaan zainab(s.a)Aik yahi bojh us ke dil per haiKahan bazar or kahan zainab(s.a)[hai aik raah us ke jeenay ki] ×2Zaleemo say meri rida laday(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2Kaise tanay sahoon may logon kayGhum say phatnay laga hai dil meraSub yeh kehtay hai yeh woh zainab(s.a) haiJis ka abbas(a.s) jaisa bhai tha[zabanay bandh karday tu sub ki] ×2Zaleemo say meri rida laday(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2Meri haalat meri gharebi perBhai nezay say khoon rota haiAmma roti hai aur baba(a.s) bhiKyun ke ab waqt aisa aya hai[ab aa rahi hai ik kaneez meri] ×2Zaleemo say meri rida laday(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2Karbala bas gayi hai aankhon mayMarsiya ban gaya mera chehraTaziyaano nay ay meray ghazi(s.a)Pusht per likh diya safar mera[hai is kay baad bhi buka meri] ×2Zaleemo say meri rida laday(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2Ik sitam or bhi yeh baki haiKis tarhan tay yeh marhala ho gaHaath rasi may or khulay sar hoonKaisay shereen say saamna ho ga(ya ay moot ya meray ghazi(a.s)) x2Zaleemo say meri rida laday(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2Dekhti hai mujhay najis aankhayNaam mera shakee ke lab per haiKash kha jaye yeh zameen mujh koAisay jeenay say yahi behtar hai[yeh aakhri hai iltija meri] ×2Zaleemo say meri rida laday(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2Ja kay "farhan" un kay rozay perTum suna dayna yeh kalaam meraBibi zainab(s.a) kaha hai "mazhar" nayTeri azmat ko hai salaam mera[jo apnay bhai ko yeh kehti rahi] ×2Zaleemo say meri rida laday(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2[Phir us ke baad kuch na mangoongi] ×2Zaleemo say meri rida ladayAik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.