Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Akber Ka Laasha

Farhan

Akber Ka Laasha

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Akbar ka lasha dekhke khud mar gae hussainzalim toh bus hussain pe khanjar chalaaega1. Atthara saal wale ka lasha utha liyaaisa laga ke apna janaza utha liaakbar ke khun se ban me wuzu kar gae hussain2. Barchi ka phal yeh kaisa rago me ulaj gayabarchi nikalne pe kaleja bhi kat gayasakhtey me aa gaye isi dard se hussain3. Laila ki hasrato ka janaza nikal gayasugra ki khwahisho kaakbar ne barchi khayi magar mar gae hussain4. Tu kya gaya ke meri basarat chali gaitere hi sath jeene ki chahat chali gayibeta dhadakna bhul gaya hai dile hussain5. Khaime ke dar pe pahuche toh awaaz di yahizainab uthalo aakar meri laash hai padiakbar ke saath katl waha ho gaye hussain6. Akbar ka gum uthakar mera haal hai yahimai toh bus ek badan hu meri jaa nikal gayiraftaar dekho lafz ki bejaan hai hussain7. Bhai ka haal dekha to zainab tadap gayibete ke ghum me haalat hui kya hussainkhune pisar me kis tarah galta hue hussain8. Farhan ho ke mazhar bayaan kya kare koimaa ne pisar ke lashe pe faryaad ki yahiai laal saath tere jahaa se gaye hussain

About Akber Ka Laasha

Akber Ka Laasha is a nohay recited by Farhan, from the album “Ya Ali As Aap Ka Sarkaar (2010)” (2010). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Farhan or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Farhan