Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Al Maddad Zehra

Shahid Baltistani

Al Maddad Zehra

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Almadad ya zehra (lyrics)Fatema zahra...(6)Haye haye zainab haye haye shaamSham ko jate hue...(2)Kehti thi saniye zehra...Almadad ya zehra...(8)Sharm aati thi mujhe mai,baap se na kehsakiAap maa hai jaanti hai,kaifiyat dil ki meriHo gai binte ali...(2)Na mehramo'n mei be pardaAlmadad ya zehraBekasi dikhla rahi hai,kya qayamat ka samaaMar na jaye gham se makhtal,mei kahi asghar ki maaKaise dekhegi bhala...(2)Naize pe jism asghar kaAlmadad ya zehraDuur naa hone diya tha,apni nazro se jiseUs jawa bete ko laila,alwida kaise kaheLaash e akbar saamne...(2)Rone pe hai laga pehraAlmadad ya zehraHathkadi hatho me hai,aur bediya hai pao meiAb kaha mohlat milegi,baithne ki chhao meSham tak sajjad ka...(2)Kaanto se hai hai bhara rastaAlmadad ya zehraLadkhadate hai kadam,aur ankh mei ansu bharoMarhala dushwar hoga,ye rukaiyya k liyeLasha e abbas se...(2)Guzregi kaise be pardaAlmadad ya zehraDasht me takseem kaise,hogaya wo mehjabeenSar kahi tukde kahi hai,aur sehra hai kahiApne qasim ko bhala...(2)Pehchane kistarah farwaAlmadad ya zehraBerida binte ali hai, bekafan ibne ali.Sham jae ya sambhale, laash ko shabbir kiKaanpte hoto'n pe ye...(2)fizza ke isteghasa thhaAlmadad ya zehraSharm aati thi mujhe mai,baap se na kehsakiAap maa hai jaanti hai,kaifiyat dil ki meriHo gai binte ali..(2)Na mehramo mei be pardaAlmadad ya zehraDasht me aun o mohammad,ki takallum thi sadaBhar na aaye maa ka dil laa,she chhupa de ai hawaRuk na jaen ye kadam..(2)Hai sakht imteha'n maa kaAlmadad ya zehraHaye haye zainab haye haye shaam..(3)Fatema zehra...(3)

About Al Maddad Zehra

Al Maddad Zehra is a nohay recited by Shahid Baltistani, from the album “Dua E Darvaish (2010)” (2010). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Shahid Baltistani or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Shahid Baltistani