Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Ali(As) Ali(As)

Irfan Haider

Ali(As) Ali(As)

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Ali ya Ali ya Ali ya Ali. .........6Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....2bandae all manam faujae kambar madadi....2Sauje zahra madadi nafse payambar madadi....2Waqte imdaad hai yaad aaata hai khaibar madadi....Ya Ali..........2Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....21.Haaannnn....Ay mere maula Ali bolte quraan AliTeri tauseef me hai surae Rahman AliShere yazda madade sakiye kausar madadi...2Waqte imdaad hai yaad aajata hai khaibar madadi....2Ya Ali..........2Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....22.Haaannnn.....Dil me maujood ali sajido masjood Aliraaze tauheed Ali shahido mash hud AliDe rahe hai ye sadaa aapke naukar madadi...2Waqte imdaad hai yaad aajata hai khaibar madadi....Ya Ali..........2Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....23.Haannnn..Ishqe meraj pe jakar huwa hairaan AliArsh aur farsh pe tujhsa nahi insaan AliTujhko dete hai sadaa saare payambar madadi....2Waqte imdaad hai yaad aajata hai khaibar madadi....2Ya Ali..........2Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....24.Haannnn.....Mauju me ishq me duba toh ajab raaz khulaMaine taarikh is alwaz padhe jhum uthaTera dushman bhi sadaa deta tha aksar madadi. ..2Waqte imdaad hai yaad aajata hai khaibar madadi....Ya Ali..........2Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....25.Haaannn....Shamso tabrez me shahbaaz kalandar ne kahaaTu agar akal me ajaae toh fhir baat Hi kyaJab padhu tujhko kahu  khalike akbar madadi.....2Waqte imdaad hai yaad aajata hai khaibar madadi....Ya Ali..........2Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....26.Haaannnnn....Aalame ishq me kya aalame laahut me kyaSaas leta huwa bas ek hi insaan milaKya kahu tujhko bhala sahibe mimbar madadi.....2Waqte imdaad hai yaad aajata hai khaibar madadi....Ya Ali..........2Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....27.Haaannnnn....Karbala kya hai teri fikr ki meraj AliEk din me tera gulshan huwa taaraj AliFatema Zahra sadaa deti thi rokar madadi......2Waqte imdaad hai yaad aajata hai khaibar madadi....Ya Ali..........2Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....28.Haaannnnnn....Barsare karbobala shame gariba joh hueRoke deti thi sadaa zainabe dilgir yahiLegaya shimr me chin ke chadar madadi....-2Waqte imdaad hai yaad aajata hai khaibar madadi....Ya Ali..........2Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....29.Haaaannnnn.....Teri tauseef me kya MAZHARO IRFAAN likheEk sahifa likhe aur jild ke quraan likheAaqaae Misamo Salmano Abuzar madadi....2Waqte imdaad hai yaad aajata hai khaibar madadi....Ya Ali..........2Ya Ali ukda kusha haidare safdar madadi.....2Ali ya Ali ya Ali ya Ali. .........6

About Ali(As) Ali(As)

Ali(As) Ali(As) is a nohay recited by Irfan Haider, from the album “Ali(A.S.) Ali(A.S.)”. Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Irfan Haider or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Irfan Haider