Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Alama Walaay Hussain

Farhan

Alama Walaay Hussain

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Alwida, alwida, alwida.. aye hussain..(4)1. Ye sada e fugha'n aur ye majlisein..(2)matam o nauha aur gham ki ye zeenatein..(2)chahta hai ye dil yuhi qayam rahe..(4)aah fat-ta hai dil kis tarha ye kaheAlwida, alwida, alwida.. aye hussain..(2)2. Mere mehman hai akhri ye salam..(2)tujh pe qurban hai akhri ye salam..(2)shahe zeeshan hai akhri ye salam..(4)dil hai veeran hai akhri ye salamAlwida, alwida, alwida.. aye hussain..(2)3. Bakhsh de hogayi ho jo koi khata..(2)haq e khidmat na hum se adaa ho saka..(2)ghum yehi hai na jee bhar ke matam kiya..(4)teri khatir na kyu apna sar de diyaAlwida, alwida, alwida.. aye hussain..(2)4. Gar jiye saal bhar phir karenge ye ghum..(2)royenge phir tere ghum mein milkar baham..(2)aur agar mar gaye to ye hoga alam..(4)haye afsos jee bhar ke roye na humAlwida, alwida, alwida.. aye hussain..(2)5. Alwida aye hussain, aye hussain alwida..(2)alwida aye shahe mashraqain alwida..(2)Bint e Ahmed ke aye noore ayn alwida..(4)hai mujahid ke lab par ye bayn alwidaAlwida, alwida, alwida.. aye hussain..(2)Alwida aye hussain.. alwida aye hussainBache to alag baras hum hai aur ye ghum phir haijo chal base to yeh, apna salam e akhir hai

About Alama Walaay Hussain

Alama Walaay Hussain is a nohay recited by Farhan, from the album “Ya Ali As Aap Ka Sarkaar (2010)” (2010). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Farhan or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Farhan