Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Amma Mujay Chupa Lo

Shahid Baltistani
0:000:00
bazaar may ye zainab fizza se keh rahibazaar may ye zainab fizza se keh rahiabbas ki bahen ko har aankh dhoondti haiamma mujhe chupa lodekha na murtaza ne jisko baghair chadarna mehramo may haye wo aagayi khule sarqatle hussain se bhi dushwar ye ghadi haiamma mujhe chupa lobazaar may ye.himmat nahi hai meri kaise khadam badhaunis shehre be-amaan may khud ko kahan chupaunhaathon may leke pathar ummat khadi hui haiamma mujhe chupa lobazaar may ye.bemaare karbala ke aankhon se khoon hai jariye soch kar badan may larza hai uske taaribeparda shamiyon may beti batool ki haiamma mujhe chupa lobazaar may ye.pooche to koi inse cheena hai kya tumharapardesi bewatan hai kya jurm hai hamarakaisa hai ye tamasha ye bheed kyun lagi haiamma mujhe chupa lobazaar may ye.is naam se hamesha aayi hai mujhko ghairatpaala hai tumne mujhko tum jaanti ho aadatbaazaar zindagi may zianab kahan gayi haiamma mujhe chupa lobazaar may ye.saahil pe laashe ghazi us dam tadap gayi thisar se chini thi chadar jab binte murtaza kiwo raat thi andheri ye din ki roshni haiamma mujhe chupa lobazaar may ye.aaya khayaal jab bhi aansu lagi bahanebazaar ka takallum kaisa asar tha jaaneaksar watan may zainab ye kehke chaunk uthi haiamma mujhe chupa lobazaar may ye.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay