Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Behan Hussain Ki

Irfan Haider

Behan Hussain Ki

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Haaye...jab aai shaam ki basti me (nange sar zainab)..(2)aseer o muztar o betaabo (nauhagar zainab)..(2)mu'n apna baalo'n se dhaanpe thi u'nth par zainabye roke kehti thi har dam ba chashme tarr zainabhaaye...behen husain ki hu'n fatima ki jaayi humai karbala e mualla se lutke aayi hu1. Ujaad maariya me kho gaya chaman merabichhad gaya ali akbar sa gulbadan merahua shaheed har ek sher sa shikan meralahu rulata hai khud mujhko ye sukhan merahaan...2. Sakina bibi ne tab haath jod kar ye kahasina se dekho to ye zulm ye sitam babaphuphi ke nauhe se dil hota hai taho baalake shaam walo ne mujhko nhi hai pehchanahaan...3. Na koi raah me aaram hai na soti hutadapti rehti hu behaal ghum se hoti hughame faraaq me mu'n aansuo'n se dhoti huye bayn karti hu aur subh o shaam roti huhaan...4. Nahaar oonto ki thaame hai abid e muztarkahi'n se aag barasti hai aur kahi'n pattharaseere tauq salasil hai kya kare yaawarwo mar na jaaye kahin mera marsiya sunkarhaan...5. Ye baat shaam ke logo ko kya khabar na huike ye jo oonto'n pe aaye hai sar khule qaidifalak nasheen hai in qaidiyon me har bibikhudara shaam ke logo ko ye bataye koihaan...6. Suna hai hoga ta'arruf abhi yaha'n merazamee'n chupa le mujhe ya utha le mujhko khudana sun sakungi shaqi ki zabaa'n se naam apnasunu bhi kaise gawara lahu nahi kartahaan...7. Zamee'n dabeer ki tazmeen hai ye mazhar kifughaa'n labo pe hai irfan ghum ke manzar kiazaan e ranjo alam hai ye qalbe muztar kisadaa rulaegi ta hashr binte haider kihaan...

About Behan Hussain Ki

Behan Hussain Ki is a nohay recited by Irfan Haider, from the album “Labaik Ya Hussain (2010)” (2010). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Irfan Haider or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Irfan Haider