Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Bhiya Main Aagai Hun

Mir Hasan Mir
0:000:00
chehlum ke liye bhaiya aayi hai teri zainab.....2ay mere bhai hussain....2bhaiya mai aagayi hoo nana ka deen bacha ke....2jaaungi ab madina......2chehlum tera manakebhaiya mai aagayi hoo nana ka deen bacha ke....2maloom hai ye tumko zainab ujad chuki hailekin teri shahadat ghar ghar pahunch gayi haishabaash do behan ko...2bhaiya galay lagakebhaiya mai aagayi hoo....2bhaiya tumhari zainab ab wo nahi rahi haipehchaan logay mujhko haalat badal gayi haichalti hai ye zaeefa...2bhai kamar jhuka kebhaiya mai aagayi hoo....2sajjad aur baaqir denge gawahi merikhaye hai taaziyane binte ali ne phir bhile aayi shamiyon se.....2waaris tere bacha kebhaiya mai aagayi hoo....2kaise bataun bhaiya bazaar may jo guzrikehte sab ke maaro ye hai ali ki betibaba ke bhi mai badle.....2sab aayi hoo chuka kebhaiya mai aagayi hoo....2ummat ne tujhpe bhai rone kahan diya haijee bhar ke maine tera matam kahan kiya hairoegi aaj zainab....2farshe aza bicha kebhaiya mai aagayi hoo....2ghar ja ke kya karoongi pehlu may hi sulaaloakbar se kehke mujhko turbat ki jaa dilaadomaalik ho tum to bhai.....2jageer e karbala kebhaiya mai aagayi hoo....2ye kehke ay takallum uthi ali ki betiabbas ki lehad par pahuncha de mujhko koidikhladun ba-wafa ko.....2rassi ke neel jaakebhaiya mai aagayi hoo....2

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay