Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Daryia Behta Rah

Nadeem Sarwar

Daryia Behta Rah

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Ay Waa -e- Nehre Alqama....(4)Darya Behta Raha.....(2)Darya Behta Raha.....(2)Darya Behta RahaSaamne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai-Darya Behta Raha.....(2)Bana Jinke Khaatir Paani, Unhi Ko Mila NaUnhi Se To Shikha Isne, Zameen Par BarsnaSitam Hai Dikha Kar Inko ..(2)Hai Pani Bahana HaayDarya Behta Raha.....(2)Saamne Ushi Darya Ke, Pyaaase Tadapte Hai-Darya Behta Raha.....(2)Swaere Ishi Darya Pe, Alam Waala AayaKisi Tishnalab Bachi ka, Woh Mashkiza LaayaChidi Mashk Us Pyase Ki.....(2)Woh Wapas Gaya Na, HaayDarya Behta Raha.....(2)Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai-Darya Behta Raha.....(2)Woh Jiski Azaan Gunji Thi, Sawere Sawere,Chada Din To Baba Uska, Usi Ko SambhaalePukaara Hai Khaq Ab Dunia.....(2)Tere Baad Beta, HaayDarya Behta Raha.....(2)Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai-Darya Behta Raha.....(2)Udhar Bekafan Tha Bhai, Behan Beridaa ThiJaalti Huwi Khaimo Ko, Ajab Shaam AayiKoi Maa Pukari Baba.....(2)Luta Mera Qunba, HaayDarya Behta Raha.....(2)Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai-Darya Behta Raha.....(2)Amire Arab Ka Beta, Libaase Gharibi,Rehan Aur Sarwar Hum Na, Yeh Bhule Kabhi Bhi,Woh Darya Ka behta Paani.....(2)Woh Pyaase Ka Sajdaah HaayDarya Behta Raha ..(2)Ay Waa -e- Nehere Alqama.....(4)

About Daryia Behta Rah

Daryia Behta Rah is a nohay recited by Nadeem Sarwar, from the album “Aey Madina Ghazabh”. Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Nadeem Sarwar or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Nadeem Sarwar