Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Do Hausla Baba Zainab As Ko

Mir Hasan Mir
0:000:00
zainab ne kaha ye ro ro kar do hausla baba zainab kotanha hai layeeno may dukhtar do hausla baba zainab kobaba mai badi beti hoo teri sab badla lengay mujhse teralogon ke badalte hai tewar do hausla baba zainab kozainab ne kaha ye....ye zainab hai kulsoom hai ye aapas may sitamgar kehte haihaste hai tamshayi hum par do hausla baba zainab kozainab ne kaha ye....himmat yun badhao beti ki abid ko bachakar kejayehar ghar se baraste hai pathar do hausla baba zainab kozainab ne kaha ye....ehsas rida ka hoga mujhe tum haath mere sar par rakhdomushkil hai agar dena chadar do hausla baba zainab kozainab ne kaha ye....logon ki nigahein uth-ti hai tasheer ki zarbein jalti haibeti hai teri zere khanjar do hausla baba zainab kozainab ne kaha ye....darbar ke us darwaze par amma ko sambhala tha tumnedarbar ke is darwaze par do hausla baba zainab kozainab ne kaha ye....boli wo takallum logon may amma ko bulaun to kaisebeti ke liye bankar chadar do hausla baba zainab kozainab ne kaha ye....

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay