Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Ghazi Ka Bachpan

Shahid Baltistani
0:000:00
Ghazi ko bachpane mei[Mere beta abbas] ×3Madine me eik raat ummul baneen bete ko lori sunarahi haiAbbas abbas abbas abbasGhazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye(Tere bazuo(n) ke hote) x2 Zainab na gham uthayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeHaider ki zawjiyat me jis din se hu mein aayiUnke labo ke mene bas ye duwa hai paayiYa rab wo laal de jo zainab ke kaam aayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeMaana ke tu banega salaar-o-meer lashkarLekin hussain ka tu bankar rahenga nokarItna khayal rakhna sar maa ka jhuk na jaayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeAka hussain ko tum bhayi kabhi naa kehnaJab tak hain saas baaqi bankar gulam rehnaMeri dua hai tumko sakaayi raas aayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeMein hu kaneez-e-zehra fizza se phir bhi kam huYe soch soch kar me bas mubtilaa-e-gham huTere sabab se beta zehra na ruth jaayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeYe ghar hai sayyeda ka is ghar ki shaan pardaIs ghar ki betiyo ko suraj na dekh paayaShahzadiyo sar tak teri nazar naa jaayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeAb karbala ka manzar raavi ne yu(n) likha haiAbbas foj-e-sheh ka salaar bangaya haiKiski majaal hai jo sheh se nazar milaayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeAshur ko hai tooti pyaaso pe kya qayamatLarne ke milna paayi jarrar ko ijaazatAbbas ja rahe hai mashko alam uthaayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeGhazi ke raaste par nazre hai bibio(n) kiAur hai dua musalsal zainab ke ye labo(n) kiMeri rida ka zamin ay kaash lawt aayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye"Rehan azmi" jab be dast ho ke ghaziMaqtal me girgaya tha reyti pe karbala kiMadar ki wo nasihat ghazi ko yaad aayeAbbas abbas abbas abbas

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay