Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Haey Sham Ka Bazaar

Nadeem Sarwar

Haey Sham Ka Bazaar

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Haai shaam ka bazaar[Haai Shaam ka baazaar] ×4Sajjad se rone ka sabab puch raha hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Jo Shaam me guzri hai woh sab puch rahaa hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Woh lakho tamasai be parda fufi behneAise na lahu roye bimaar ki fir aakhenIs gam ki aziyyat ne use maar diya hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Kis tarah karaar aaye bimaar ko ay logonSar naizon pe pairon ke aate hai nazar jiskoYeh juror musafir ki yeh kaisi sazaa hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Aakhon se hai khun zaari Khar hai bimaariJanjir hai pairon me Aur Tawk bhi hai bhaariJalti hai zamin saari Aur garm hawaa hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Zaagir nahi maangi zanjir nahi badliSaaye me nahi baitha poshaak nahi badliMaan behno ki khaatir woh rida maang raha hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Zinda se masaaeb bhi har waqt rulaate haiMar jaye na Zainab ye kahi shoch rha hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Jinda se rihaa hoke bhi jinda me hain SajjadEk nanhi si turbat karti hai faryaadMarkar bhi rahun Qaid me kya meri khataa hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Be zakhm bhi sajjad ko jine nahi detaZakhmon se sakina ke jo chipkaa raha kurtaaWoh Khun bharaa kurta hi kafan Us ko banaa hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Baazaar me darbaar me jinda me royeChaalis baraz mawt ke armaan me royeRehan mera maula tadaptaa hi rahaa hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Sajjad se rone ka sabab puch rahaa hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2Jo shaam me guzri thi woh sab puch raha hai[Haai Shaam ka baazaar] ×2

About Haey Sham Ka Bazaar

Haey Sham Ka Bazaar is a nohay recited by Nadeem Sarwar, from the album “Bujhgae Piyas Chacha”. Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Nadeem Sarwar or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Nadeem Sarwar