Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Haey Zainab(As) Ro Rahi Hain

Hassan Sadiq
0:000:00
haaye zainab ro rahi hai karbala khamosh haijal gaye hai saare khaime, al-qama khamosh haihaaye zainab ro rahi hai....chin gayi sar se hai chaadar, kya kare binte alius taraf darya kanare ba-wafa khamosh haihaaye zainab ro rahi hai....aagayi sham-e-ghareeba, ho gaye qaidi haramaabile paaon ke rowe raasta khamosh haihaaye zainab ro rahi hai....___________________________________________________andhera phail gaya bujh gaye charaagh tamaam,shaheed hogaye sipt-e-nabi ke laal-o-bamridaaen cheen ne jis waqt fauje shaam badi,labo pe zainab-e-mustar ke tha hussain ka naam___________________________________________________ab kahan zainab ko chain aayega akbar ke baghairkhaake barchi akbar-e-gulbuqaba khamosh haihaaye zainab ro rahi hai....kaise guzregi rasan-basta sare maqtal behanbe-kafan bhai hai ran may be-rida khamosh haihaaye zainab ro rahi hai....___________________________________________________ab koi rota hi nahi ashkon ka darya beh gaya,sirf ronay ke liye zainab hai raah-e-shaam maytaaziyane maarte hai ashkiyan sajjad ko,koi bhi insaan nahi baakhi sipaahe shaam may___________________________________________________ro chuki  zainab bhare ghar ko sar-e-karbobalakarbala se shaam tak saari faza khamosh haihaaye zainab ro rahi hai....hai qalam ki nok may aansu ghame shabbir kearsh pe rehaan shah-e-ambiya khamosh haihaaye zainab ro rahi hai....

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay