Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Hay Hay Hay

Shadman Raza

Hay Hay Hay

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

haay haay haayzahra ki betiyon ka safar haay haay haayneze pe hai hussain ka sare haay haay haayzahra ki betiyon ka safar haay haay haayjis ne diya hijaab usi ghar ki betiyaanbaazaare shaam aayi hain karti huwi fugaankaaton pe kar rahi hain safar haay haay haayzahra ki betiyon ka safar haay haay haaymeri kaniz dekh na le mujhko beridaasajjad se ye zainabe dilguir ne kahaaaya qarib shirin ka ghar haay haay haayzahra ki betiyon ka safar haay haay haayek hashr sa bapaa hai dile sogvaar mezainab kise bulaaye bhala is dayaar mebaba hain na bhaayi na pisar haay haay haayzahra ki betiyon ka safar haay haay haaybarsaat pattharon ki hai aale rasool parhaste hain shaam vaale asiron ko dekh karkarti hain shaahzaadi agar haay haay haayzahra ki betiyon ka safar haay haay haaykitne sukun se ham ne kiya tay ye raastazainab ne tis ghanthon me tay ye safar kiyabe parda thaame qalb o  jigar haay haay haayzahra ki betiyon ka safar haay haay haayay waqt ke imam ye pursa kare quboolhai maadare hussain yahaan aap aur rasoolkarte hain saare jinn o bashar haay haay haayzahra ki betiyon ka safar haay haay haayhamraah shadman ke ponhtcha jo qaafelabaazaare shaam dekh ke yaad aaya ba khudaay mazhar aabdi wo safar haay haay haayzahra ki betiyon ka safar haay haay haay

About Hay Hay Hay

Hay Hay Hay is a nohay recited by Shadman Raza, from the album “Hussainyat Zindabad (2011)” (2011). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Shadman Raza or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Shadman Raza