Sajjad Sajjad..(4)Haye mera Sajjad..(4)Aagaya bazaar maula meraHaye mera Sajjad..(2)Saath hai bibiya'n, kya kare natawa'nHaye mera Sajjad..(2)1. Zanjeero'n mein jakda maulasaath hai saara qaidi kunbajisne dekha woh bhi roya..(2)roya khoo'n hai sare bazaar maula meraHaye mera Sajjad..(2)Aagaya bazaar maula meraHaye mera Sajjad..(2)Sayyed e Sajjad..(2)2. Zalim no ki des parayana Akbar na Alma walarat ankhiya jo ronda aaya..(2)aaya mastura sang darbaar maula meraHaye mera Sajjad..(2)Saath hai bibiya'n, kya kare natawa'nHaye mera Sajjad..(2)3. Jab woh qaidi kunba aayashaam sheher ko haste dekhabazari tha majma saara..(2)saara manzar na bhula ghumkhaar maula meraHaye mera Sajjad..(2)Aagaya bazaar maula meraHaye mera Sajjad..(2)Sayyed e Sajjad..(2)4. Shaam da qaidi ghairata walaBaqir da wo zakhmi babasang Zainab de turda aaya..(2)aaya parde ta pursedar maula meraHaye mera Sajjad..(2)Saath hai bibiya'n, kya kare natawa'nHaye mera Sajjad..(2)5. Zakhmi zakhmi mera mauladil hai jiska paara paarataziyane khata aaya..(2)aaya sehta sitam kai baar maula meraHaye mera Sajjad..(2)Aagaya bazaar maula meraHaye mera Sajjad..(2)Saath hai bibiya'n, kya kare natawa'nHaye mera Sajjad..(2)Sajjad Sajjad..(3)

Haye Mera Sajjad
Play & keep listening — more nohay queue up automatically.
Video
Watch on YouTube ↗Lyrics
Open lyrics pageAbout Haye Mera Sajjad
Haye Mera Sajjad is a nauha recited by Nadeem Sarwar, from the album “Hussain Kehtay Hain (47th Album)” (2026). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.
- Reciter
- Nadeem Sarwar
- Year
- 2026
- Category
- Nohay
- Occasion
- Shahadat-e-Imam Sajjad a.s
- Lyrics
- Full lyrics above
All Nadeem Sarwar nohay 2026 →
Explore more nohay by Nadeem Sarwar or browse the Nohay collection.
Listen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.