Azadari MediaAzadari Media
Jan E Sakina (Baba Khujae) (Urdu/Persian) | Ali Jee | 2022 | 1444

Nohay

Jan E Sakina (Baba Khujae) (Urdu/Persian) | Ali Jee | 2022 | 1444

Nadeem Sarwar

Jan E Sakina (Baba Khujae) (Urdu/Persian) | Ali Jee | 2022 | 1444

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

▶ Watch on YouTube
Baba kujayi baba kujayiKaha ho babaCharagh e zindaa'n khamoshe im shabAye baba e khubam, kujayi kujayiBaba tum paas nahi, chacha abbas nahiBaba tum paas nahi, koi bhi aas nahi, aas nahiCharagh e zindaa'n khamoshe im shabAye baba e khubam, kujayi kujayiBaba mai qaid mein hu aap kaha ho babaLaadli beti ko ek baar pukaro babaPaas aao ya mujhe paas bulalo babaApne daman mein Sakina ko chupalo babaMere baba mujhe do aake saharaBaba.. BabaMere baba mujhe do aake saharaAye jaan e Sakina.. kaha ho.. kaha hoCharagh e zindaa'n khamoshe im shabAye baba e khubam, kujayi kujayiBaba tum paas nahi, chacha abbas nahiBaba tum paas nahi, koi bhi aas nahi, aas nahiCharagh e zindaa'n khamoshe im shabAye baba e khubam, kujayi kujayiPedaram dard e yateemi dile man raa khoon kardDast e dushman ro kharin dukhtar e kad gul gum kardAah az aan lahze ke baa choob be labhayad zardDil e azurde ye maara be khuda mahzoon kardQalbam az ghusseye doori ad shikasteBaba.. BabaQalbam az ghusseye doori ad shikasteAye baba e khubam, kujayi kujayiCharagh e zindaa'n khamoshe im shabAye baba e khubam, kujayi kujayiHaye sehti hai sitam aapki beti babaKhoon behta hai mere kaan hai zakhmi babaCheen kar le gaye kyu baliya meri babaMangte aake jo mujhse to mai deti babaKitna mushkil hai Sakina ka guzaraBaba.. BabaKitna mushkil hai Sakina ka guzaraAye jaane Sakina, kaha ho.. kaha hoCharagh e zindaa'n khamoshe im shabAye baba e khubam, kujayi kujayiBaba tum paas nahi, chacha abbas nahiBaba tum paas nahi, koi bhi aas nahi, aas nahiCharagh e zindaa'n khamoshe im shabAye baba e khubam, kujayi kujayiMan gul e surkh e tu budam ke shudam hash murdeBus ke az dushman e toh siliye muhkam khurdeAz ham un shab ke man az naaqe zameen uftadandSuye chashmaan e maa raa daste ghareeb e burdeMisle yek peere zane khaste wo zaaramBaba.. Baba..Misle yek peere zane khaste wo zaaramAye baba e khubam, kujayi kujayiCharagh e zindaa'n khamoshe im shabAye baba e khubam, kujayi kujayiBaba kal khwaab mein tum paas mere aaye theGod mein Asghar e masoom ko bhi laaye theBhai Akbar, chacha Abbas yehi baithe theBaari baari gale lipta ke mujhe rote theJaane kab dekhungi kunba mai dobaraBaba.. BabaJaane kab dekhungi kunba mai dobaraAye jaane Sakina, kaha ho.. kaha hoCharagh e zindaa'n khamoshe im shabAye baba e khubam, kujayi kujayiBaba tum paas nahi, chacha abbas nahiBaba tum paas nahi, koi bhi aas nahi, aas nahiCharagh e zindaa'n khamoshe im shabAye baba e khubam, kujayi kujayiEk din baba ka sar baali Sakina ko milaAshk baar aankho se baba ne Sakina se kahaHaye kis haal mein tum hum se mili ho betaAb woh seena hi nahi jispe sulaye babaApna sar rakh de mere sar pe SakinaBaba.. Sakina.. Baba.. Sakina..Apna sar rakh de mere sar pe SakinaHaan sar pe Sakina....Baba.. Sakina.. Baba.. Sakina.. Baba.. SakinaCharagh e zindaa'n khamoshe im shab

About Jan E Sakina (Baba Khujae) (Urdu/Persian) | Ali Jee | 2022 | 1444

Jan E Sakina (Baba Khujae) (Urdu/Persian) | Ali Jee | 2022 | 1444 is a nohay recited by Nadeem Sarwar, from the album “Hazrat Imam Hussain a.s - 2022” (2022). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Nadeem Sarwar or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Nadeem Sarwar