Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Jeo Meray Laal

Irfan Haider

Jeo Meray Laal

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

aaye jo qabre fatema pe sayyade anaamruksaar rak-ke kabr pe rokar kiya kalaamsehra may dil ke tukdon ki basti basaungaamma madina laut ke mai aa na paungakaampa falak larazne lagi qabr-e-sayyedaaayi janab-e-fatema, ki qabr se sadaajao mere laal ....tum pe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zuljalaalja rahe ho tum jo kehke deene haq bachaungaamma aap ki qasam mai khoon may nahaungaab ho jo bhi haal tum ho payemaaltum pe har qadam rahe dua meri aur saaya-e-khuda-e-zuljalaaljao mere laal....bachpane may jo kiya tha wada baba jaan sewaqt ab wo aagaya kafan tu sar se baandh ledekh mere laal deen ka hai sawaalkamiyabiyan hai tere saath hi aur saaya-e-khuda-e-zuljalaaljao mere laal....chahiye khuda-ke deen ko agar amaando rida e zainab-e-hazeen ka sayebanjao ab shiqab ibn-e-buturabhai tumhare saath baba jaan bhi, aur saaya-e-khuda-e-zuljalaaljao mere laal....de raha hai deen-e-kibriya tumhe sadaal-madad hussain al-madad shah-e-hudabe watan hussain mere dil ke chainhumsafar tumhare saath maa huvi, aur saaya-e-khuda-e-zuljalaljao mere laal....shaane ba-wafa ke honge jis gadi qalamroyenge alam ke saaye may tere haramroyegi wafaaaur karbalaroyegi faraat aur tashnagi, aur saaya-e-khuda-e-zuljalaaljao mere laal....akbar-e-jawan jigar pe khayega sinamaa kahegi mera chand khogaya kahanuspe nohakhaan honge meri jaanmai bhi aur hassan bhi aur rasool bhi, aur saaya-e-khuda-e-zuljalaaljao mere laal....ye sada mazaar-e-sayyeda se mazhar abidisunke rodiye hussain mustafa ki aal bhijao mere laal jao mere laaltumpe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zuljalaaljao mere laal....

About Jeo Meray Laal

Jeo Meray Laal is a nohay recited by Irfan Haider, from the album “Labaik Ya Hussain (2010)” (2010). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Irfan Haider or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Irfan Haider