Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Matam Rahay Ga Hussain

Farhan
0:000:00
haaye haayebar sare karbalazakhmon se choor choor hai hussainmaandashte khuni me karti rahi ye bainhaaye haaye haayemaan aa gayi hussainjis roz watan chorh ke nikla tha meri jaannikli thi tere saath baqayya se teri maanehle jinaan bhi gham me huwe chaak girebaannana bhi tere khaak urhaate hain meri jaanphatta hai kaleja haaye hussainkarte huwe noha haaye hussainmaan aa gayi hussain maan aa gayi hussainbachpan me tere naaz uthaati thi teri maanzaanu pe tujhe apne sulaati thi teri maankhud bhuki reh ke tujh ko khilaati thi teri maanaaghosh me jhula bhi jhulaati thi teri maanay naazon ke paale haaye hussainab ashk pilaane haaye hussainmaan aa gayi hussain  maan aa gayi hussainkya haal laeenon ne kiya dekh rahi hunmein pehli moharram se jafa dekh rahi  hunhain tishna dahan aale aba dekh rahi  hunhoton pe tere shukre khuda dekh rahi  huntu dasht me tanha haaye hussaindene ko dilaasa haaye hussainmaan aa gayi hussain  maan aa gayi hussainqaasim ke tukre maine samete hain tere saathmaqtal me saare laashe uthaaye hain tere saathfurqat ke zakhm maine bhi khaaye hain tere saathgham tishnagi ke maine bhi paaye hain tere saathjab zeen se gira tha haaye hussainmein karti thi noha haaye hussainmaan aa gayi hussain  maan aa gayi hussainaaya nahin zameen pe beta tera badanus par sitam hai pyaas se sukha huwa dahanmanzar ye gham ka dekh rahi hai teri bahankarti hai bain ay mere mazlum be watanye zulm jo dekha haaye hussainzainab ne bulaaya haaye hussainmaan aa gayi hussain  maan aa gayi hussaintere badan se teer nikaalegi teri maanab har qadam pe tujh ko sambhaalegi teri maanin zaalimon se tujh ko chupaalegi teri maantere dukhon ka boj uthaalegi teri maantu kitna hai pyaasa haaye husssaindene ko dilaasa haaye hussainmaan aa gayi hussain  maan aa gayi hussainfarhaan jo mazhar ne masaaib raqam kiyerukte nahin hain aankhon se ashkon ke qaaflejo bain sayyada ne sare dasht kiye thelafzon ki shakl me sare qirtaas aagayekehti thi sayyada haaye hussainay laal na ghabra haaye hussainmaan aa gayi hussain  maan aa gayi hussain

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay