Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Mein Rahon Ya Na Rahon 2009

Nadeem Sarwar
0:000:00
[Ya Hussain] ×2Mabud taqabbal minna[Mein rahun ya na rahun] ×2Mera islam rahegaMera pegham rahega[Mein rahun ya na rahun] ×21. Ay foje ashqiya mera islam rahegaQuran rahega mera peghaam rahega[Mein rahun ya na rahun] ×2Mera islam rahegaMera pegham rahega[Mein rahun ya na rahun] ×22. Jab zohr tak hussain bahattar ko rochukeAkbar ko rochuke Ali Asghar ko rochukeIk dopahar mein bawafa lashkar ko rochukePhir foje bad nasab se mukhatib huwe imamHujjat tamam karta hun sunlo mera payaam[Mein rahun ya na rahun] ×2Mera islam rahegaMera pegham rahega[Mein rahun ya na rahun] ×23. Farmaate the hussain ke mein be kasoor hunRoshan he tumpe chashme payambar ka noor hunFaqon se mein nidhal hun zakhmon se chhur hunZakhmon pe zakhm pyaas ki shiddat mein khawungaLekin mein nana jaan se wada nibhaunga[Mein rahun ya na rahun] ×2Mera islam rahegaMera pegham rahega[Mein rahun ya na rahun] ×24. Darya ko tum ne chheen liya maine kuchh kahaPani dikha dikha ke piiya meine kuchh kahaDaagh akbare jawaan ka diya meine kuchh kahaHaq par hun mere haq mein sina bolrahi heSun lo who azan meri zubaa(n) bol rahi he[Mein rahun ya na rahun] ×2Mera islam rahegaMera pegham rahega[Mein rahun ya na rahun] ×25. Maqsad he lailah ki baqa aur kuchh nahinwada ho zere tegh wafa aur kuchh nahinIske siwa labon pe dua aur kuchh nahinRazi ho mujhse mera khuda chahta hun meinMein hun hussain sab ka bhala chahta hun mein[Mein rahun ya na rahun] ×2Mera islam rahegaMera pegham rahega[Mein rahun ya na rahun] ×26. Maqsad nahin he jang hamara khuda gawahKhat bhejke he tumne bulaya khuda gawahBejurm tumne mujhko sataya khuda gawahKhanjar tale baland mein takbir karungaApne lahu se khak pe tehreer karunga[Mein rahun ya na rahun] ×2Mera islam rahegaMera pegham rahega[Mein rahun ya na rahun] ×27. Mein aur karun yazeed ki bayat nahin nahinBadlun ajal ke dar se shariyat nahin nahinJeene ke badle chorun shahadat nahin nahinTum kon ho naqaab rukhon se hataoungaMein kon hun ye noke sina par bataaounga[Mein rahun ya na rahun] ×2Mera islam rahegaMera pegham rahega[Mein rahun ya na rahun] ×28. Aakar dare khayam pe zainab ko di sadaAa ay mere ghareeb behen aakhri duaLe aakhri salam hussaine ghareeb kaMaqsad he mera ka ye sabaq tujhko yaad heMeri shareeke kaar mujhe etemaad he[Mein rahun ya na rahun] ×2Mera islam rahegaMera pegham rahega[Mein rahun ya na rahun] ×2Zainab tarap ke boli ke bhaya samajhgayiBhaiya tere ishaare ko behna samajh gayiMein kya teri ghareeb Sakina samajh gayiKhutbon se mein hilaungi qasre yazeed koMarne na dungi ab mein kisi bhi shaheed koHal min nasirin yansurna9. Uthtaa ghobar zulm karakti he bijliyanZee(n) se gire hussain uthi surkh aandhiyanNagaah sar hussain ka aaya sare sinaQuran suna ke sayyade mazloom ne kahaLo nanajaan wada wafa meine kardiya[Mein rahun ya na rahun] ×2Mera islam rahegaMera pegham rahega[Mein rahun ya na rahun] ×2Mabud taqabbal minna10. Ay sarwaro rehan ye lamha ajeeb heNeze pe lab kusha ye hussaine ghareeb heZainab tumhari shame gharibaan kareeb heSab kuchh tere hawaale he ab tum sambhalnaApna khayaal rakhna Sakina ko paalna

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay