Ya hussain, ya hussain..(2)Hussain imam hussain, haider..(8)Hussain imam hussainhaider haider haiderYa hussainGhode se jab zamee'n pe gire shahe karbalashahe karbalanikle madina chodke sultan e ambiyasultane ambiyaHaider chale najaf se baqayya se fatimabaqayya se fatimagunji ba waqt e asr ye jibreel ki sadaahar imteha se guzar gaya..(2)zehra o ali ke dil ka chaynhussain, hussain, hussain, hussainQatl hua be jurm o khata..(2)nabi ka nawasa pyaara hussain..(2)hussain, hussain, hussain, hussain1. Ye wo hussain hai eid pe jiskojannat se kapde bheje khudahaye ghareebi dasht e bala meinhoga abhi pamaal e jafayahan kafan bhi na payega..(2)zehra o ali ke dil ka chaynhussain, hussain, hussain, hussainQatl hua be jurm o khata..(2)nabi ka nawasa pyaara hussain..(2)hussain, hussain, hussain, hussain2. Haan ye wahi quran e mubee'n haijisko padha karte the rasooljiske liye tabdeel kiye hairabbe jali ne apne usoolkhuda se hargiz nahi juda..(2)zehra o ali ke dil ka chaynhussain, hussain, hussain, hussainQatl hua be jurm o khata..(2)nabi ka nawasa pyaara hussain..(2)hussain, hussain, hussain, hussain3. Naaz uthaye jiske khuda nejiske liye naaqa the nabiusko mile is karbobala meindaaghe pisar aur tishna labihazaar zakhme utha gaya..(2)zehra o ali ke dil ka chaynhussain, hussain, hussain, hussainQatl hua be jurm o khata..(2)nabi ka nawasa pyaara hussain..(2)hussain, hussain, hussain, hussain4. Zulf e nabi ho jiska khilonajiska bichona arsh e olapusht e faras se jab wo gira touska badan teero pe rukazameen par bhi na aa saka..(2)zehra o ali ke dil ka chaynhussain, hussain, hussain, hussainQatl hua be jurm o khata..(2)nabi ka nawasa pyaara hussain..(2)hussain, hussain, hussain, hussain5. Ho jiski maa ke meher mein kausaraur wo khud sardar e jinaaath peher se wo pyasa haimehve buka hai khushk zabaa'nghira laeeno mein bekhata..(2)zehra o ali ke dil ka chaynhussain, hussain, hussain, hussainQatl hua be jurm o khata..(2)nabi ka nawasa pyaara hussain..(2)hussain, hussain, hussain, hussain6. Paala jise aanchal mein chupakarbinte nabi ne mere khudaaaj sawa neze pe surajjaye amaa'n hai sirf qazazameen e maqtal pe soyega..(2)zehra o ali ke dil ka chaynhussain, hussain, hussain, hussainQatl hua be jurm o khata..(2)nabi ka nawasa pyaara hussain..(2)hussain, hussain, hussain, hussain7. Jiska padhe qur'aan qasidajiske fazael mein hai azaa'nuske liye duniya ne uthayeteer o tabar talwar o sinasina pe qur'aa sunayega..(2)zehra o ali ke dil ka chaynhussain, hussain, hussain, hussainQatl hua be jurm o khata..(2)nabi ka nawasa pyaara hussain..(2)hussain, hussain, hussain, hussain8. Haan ye sada irfan aur mazharsunke buka karte the nabisheh ke gale par chal gaya khanjarroke bahan ye kehne lagitamaam waade nibha gaya..(2)zehra o ali ke dil ka chaynhussain, hussain, hussain, hussainQatl hua be jurm o khata..(2)nabi ka nawasa pyaara hussain..(2)haye kyaa zulm mohammad ke nawase pe huadasht mein gunj uthi ye zainab e muztar ki sadaahalq e shahedee'n katawa hussainapyaaso pe khanjar chalawa hussainaarey, lut gayi aale ibawa hussainaaaiye shere khudawa hussaina, wa hussainawa hussaina, wa hussaina
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.