Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Qul La Askum

Irfan Haider

Qul La Askum

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Qulla asalukumAoodhu billahi minash shaitaanir rajeemBismillahir rahmaanir rahimHarbul li man haarabahum[Wa silmul li man saalamahum] ×2Aduwwul li man aata hum[wa muhibbul liman ahabbahum] ×2Isiliye to apne nabi se kehta hai Allah[Qul la asalukum alaihi ajran illal mawaddata fil qurba] ×2Hukme khuda quran me ayaaAjre risaalat maanglo apnaMere nabbi-e-haq he tumharaYaani mawaddat ehle Qurba[Qul la asalukum alaihi ajran illal mawaddata fil qurba] ×2Inse adaawat mujhse adaawatInse muhabbat mujhse muhabbatHoga wahi mehroome shifa-atJisne bhi inko dukh pohonchaya[Qul la asalukum alaihi ajran illal mawaddata fil qurba] ×2Midhat o girya majlis o matamYaani rajab shabaan o muharramInki khushi aur inka har ghamAjre risaalat iske siwaa kya[Qul la asalukum alaihi ajran illal mawaddata fil qurba] ×2Inka madeena inka he kaabaJannat he inki kauthar inkaWaarise adam waarise isaKehdo nabi man kunto maula[Qul la asalukum alaihi ajran illal mawaddata fil qurba] ×2Qaule nabi irshaade khuda koKisne nibhaya kaisa dekhoSibte nabi par rone waaloKya kehta he aakhri sajda[Qul la asalukum alaihi ajran illal mawaddata fil qurba] ×2Ajre risaalat bandishe paaniAjre risaalat ye mehmaaniGardane sheh khanjar ki rawaaniKehta raha har khun ka qatra[Qul la asalukum alaihi ajran illal mawaddata fil qurba] ×2Apna he ye "irfan" aqeedaShah ka gham na ruka na rukegaKaise ruke "rehan" ye giryaIsme he shaamil rabbe kaba[Qul la asalukum alaihi ajran illal mawaddata fil qurba] ×2

About Qul La Askum

Qul La Askum is a nohay recited by Irfan Haider, from the album “Abbas (A.S) Meray Sir Ki Qasam Kha”. Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Irfan Haider or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Irfan Haider