Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Sadqa Ali Asghar Ka 2009

Irfan Haider
0:000:00
Sadqa ali asghar kaInkar asmaa(n) ko heRazi zameen nahi(n)Asghar tumhare khoo(n) ka thikana kahi(n) nahi(n)Chehre pe khun mal ke shahenshahe behrobarEhsaan kardiya he bara qainat parYe zameen asghar ka sadkaasmaan asghar ka sadka[roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein dono(n) jahaa(n )sadka ali asghar kasadka ali asghar kaYunhi nahin ye bezubaanBabul hawaij bangayaIs ke waseele se khudaSunta raha sab ki duaDunya ke har zi nafs koLikhna para kehna para[roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein donon jahaan sadka ali asghar kasadka ali asghar kaMalik he ye kaunain kaBeta he ye hasnain kaIs bezaban se lo lagaZamin he ye sukh chain kaJab milgayi gham se shifaNara bana darain ka[ roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein donon jahaan sadka ali asghar kasadka ali asghar kaYe rizk jo khate hei(n) humKaise mila kyunkar milaSunkar zamee(n) is baat koKehne lagi ye bar malaMein banj hojati agarGirta lahu besheer ka[roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein donon jahaan sadka ali asghar kasadka ali asghar kaTum jab kabhi Pani piyoShukre Ali Asghar kahoShukre Ali Asghar kahoJab rizk ki tangi na hoYe baat mein ne kyun kahiIs ka sabab he momino[roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein donon jahaan sadka ali asghar kasadka ali asghar kaShabbir ke besheer kaJhula kahin jo dekhloPehle karo usko salamAur phir ziyarat bhi karoKoi sabeel aaye nazarJab rah mein to ye kaho[roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein donon jahaan sadka ali asghar kasadka ali asghar kaYe raz he ya mashwaraSunlo magar ahle azaJab bhook ki shiddat barheMiljaye jab aabo ghizaKarna isi besheer seIn nematon ka shukriya[roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein donon jahaan sadka ali asghar kasadka ali asghar kaIs dard mein dube huweQirtas ne samjha diyaChehre pe jo sheh ne malaUs khun ne batladiyaMeine parhi jab karbalaEhsaas ne samjha diya[roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein donon jahaan sadka ali asghar kasadka ali asghar kaHar majlise shabbir meinKehta he har zakir yahiIs majlise shabbir meinBethi he maa shabbir kiMiljata he unko sukoonKehte hein jab ye maatami[roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein donon jahaan sadka ali asghar kasadka ali asghar kaJo zojae hur laayi thiPyasion ki khaatir haziriGhar ghar mein ye ehle azaKarte hein uski perawiJab dekhte hein haziriKehta he dil ro kar yahi[roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein donon jahaan sadka ali asghar kasadka ali asghar kaIrfano mazhar abidiPegham he apna yahiSocho agar to rizq heinYe ilm or ye agahiUnke karam ki bheek heYe lafz aur ye shairi[roze ashura se ab tak] ×2khaa rahe hein donon jahaan sadka ali asghar kasadka ali asghar kaAsghar tumhare hasne pe roti he foje shamTum teer kha ke aye ho ya teer maarkeDeene haq ke tazkiron ko is tarah se aam karName asghar ka wazifa har ghari har gaam karJab khuda ke deen ke saare sahara chhut gayeTab chala deene khuda asghar ki ungli thaam kar

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay