{Safar saro ka sina sina haikalaam haq ka zaba zaba hai}..(3)1. Ye qafela to husain ka hai..(3)husain isme magar kaha hai{Safar saro ka sina sina haikalaam haq ka zaba zaba hai}..(2)2. Khuda hi jaane hai kaise qaidisalaam ho inki ghairato parzamee ki janib nazar jhukaeaseer e gham meere karwaa hai{Safar saro ka sina sina haikalaam haq ka zaba zaba hai}..(2)3. Chhidi hui mashk hai alam haikisi alamdaar ki nishaninajane tooti hai aas kiskilahu me dooba hua nisha hai{Safar saro ka sina sina haikalaam haq ka zaba zaba hai}..(2)4. Jise bhi dekho sitam zada haisaubate hai musafirat kigubare raahe alam saro parrukho se mazloomiyat ayaa hai{Safar saro ka sina sina haikalaam haq ka zaba zaba hai}..(2)5. Hai ek bibi ki god khaalilabo pe bewarisi ka nauhajo saaye me aaj tak na baithiye kiski bewa hai kiski maa hai{Safar saro ka sina sina haikalaam haq ka zaba zaba hai}..(2)6. Ajeeb bedaat ho rahi haibandhe hai 12 gale rasan meusi me apna gala bandhaehui koi ek neem jaa hai{Safar saro ka sina sina haikalaam haq ka zaba zaba hai}..(2)7. Hai koi tasveer rabt o gham kito koi girya hai shaam kehkarlabo pe aakar theher gai hainajane kis gham ki daasta hai{Safar saro ka sina sina haikalaam haq ka zaba zaba hai}..(2)8. Kaleem ghar ghar hai sog kiskazaba pe ehsan hai kiska nauhabapa hai majlis bapa hai matamazaa hai, faryaad hai, fugha hai{Safar saro ka sina sina haikalaam haq ka zaba zaba hai}..(2)
Safar Saro Ka
Play & keep listening — more nohay queue up automatically.
Lyrics
Open lyrics pageAbout Safar Saro Ka
Safar Saro Ka is a nohay recited by Ahsan Manglori, from the album “Sham Walo (2011)” (2011). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.
Explore more nohay by Ahsan Manglori or browse the Nohay collection.
Listen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.