Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Sadaat E Karbala

Nadeem Sarwar

Sadaat E Karbala

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Shareek-e-karbalaShareeke karbala behanMeri musafira behan[Ya Hussain] ×4Rasan mein bandh chukka gala lo chal para who kafila, behan ghareeb nawha gar, sina pe jab parhi nazar, khamosh the shaheed sab, akhi ke hilrahe the lab, [sina pe ho to kya huwa] ×2 tu hosla na haarna, [behan mein saath saath hun] ×3Ghareebe karbala behanDiler e ba wafa behanGhamon ki alqama behanMeri musafira behanTu hosla na haarnaSina pe hun to kya huwaTu hosla na haarna[Behan mein saath saath hun] ×2Wafae waada hochukaSina talaq mein aagayaMein apna kaam karchukaMeri shareeke karbalaTu hosla na haarnaSina pe hun to kya huwaTu hosla na haarna[Behan mein saath saath hun] ×2Ye rassiyan ye beriyanQadam qadam be sakhtiyanRida bagher bibiyaanBehan kara he imtehaanTu hosla na haarnaSina pe hun to kya huwaTu hosla na haarna[Behan mein saath saath hun] ×2Agar he rasta kathanZara na dar meri behanTu berida mein bekafanHe waqt hosla shikanTu hosla na haarnaSina pe hun to kya huwaTu hosla na haarna[Behan mein saath saath hun] ×2Qadam qadam shahadateinGuzar gayi qayamateinAbhi he aur afateinSambhale ab amaanateinTu hosla na haarnaSina pe hun to kya huwaTu hosla na haarna[Behan mein saath saath hun] ×2Koi bhi ab nahin bachaBas abide shakista paYe saare bane ghamzadaGire jo khake ghash zaraTu hosla na haarnaSina pe hun to kya huwaTu hosla na haarna[Behan mein saath saath hun] ×2Behan teher teher yahiLaraz rahi he kyun zameenSakina girgay kahinNa milsake jo who hazeenTu hosla na haarnaSina pe hun to kya huwaTu hosla na haarna[Behan mein saath saath hun] ×2Bohot qareeb shaam heHujoome khaaso aam heYazeede bad kalaam heYe waqte inteqaam heTu hosla na haarnaSina pe hun to kya huwaTu hosla na haarna[Behan mein saath saath hun] ×2Ghareebe karbala behanDiler e ba wafa behanGhamon ki alqama behanMeri musafira behanTu hosla na haarnaSina pe hun to kya huwaTu hosla na haarna[Behan mein saath saath hun] ×2"Rehaan-o-sarware" azaJo sham pohoncha kafilaSare hussain ne kahaUlat de takht shaam kaGhareebe karbala behanDiler e ba wafa behanGhamon ki alqama behanMeri musafira behanTu hosla na haarnaSina pe hun to kya huwaTu hosla na haarna[Behan mein saath saath hun] ×2

About Sadaat E Karbala

Sadaat E Karbala is a nohay recited by Nadeem Sarwar, from the album “Alwida Aey Hussain(A.S.) Alwida”. Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Nadeem Sarwar or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Nadeem Sarwar