Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Sughra As Acha Hi Kiya Tumne

Irfan Haider
0:000:00
Haye sughra..(2)HaayeJo chhut ke shaam ke zindaa se aayi binte aliNabi ke roze pe sughra se roke kehne lagisughra acha hi kiya tum na gayi karbobala..(2)Warna meri tarha chhin jaati tumhari bhi ridasughra acha hi kiya tum na gayi karbobala..(2)1. Tum charagho ko yaha takti rahi shamo saharkhoo rulati thi tumhe roz yaha yaad e padartumne akbar ke kaleje me na dekha naizasughra acha hi kiya tum na gayi karbobala..(2)2. Kya batau ke waha kaise masaeb tooteek hi roz me sab god ke paale chhooteek ek laash pe khaimo me qayamat thi bapasughra acha hi kiya tum na gayi karbobala..(2)3. Kis tarha aun o mohd ke janaze aayeshaah maqtal se unhe kaise utha kar layesunke karti ho buka dekh ke aajati qazasughra acha hi kiya tum na gayi karbobala..(2)4. Ghash pe ghash khaati thi saidaniya karti thi bukaek ghatri me jo qasim ka sarapa aayaus ghadi khaima e sadaat me mehshar tha bapasughra acha hi kiya tum na gayi karbobala..(2)5. Meri in ankho ne dekha hai wo manzar dukhiyabaap ke kaanpte haatho pe pisar ka laashasaath akbar ke tumhara bhi janaza uthtasughra acha hi kiya tum na gayi karbobala..(2)6. Haye paani lene ko tarai pe gaya tha saqqaphir alamdaar nahi sirf alam aaya thahaye maqtal se kamar thaame tumhare babasughra acha hi kiya tum na gayi karbobala..(2)7. Maslehat kya thi tumhe le na gaye kyu sarwarasr e aashoor khula raaz ye sughra mujhparpushte shabbir pe qatil tha sarhane zehrasughra acha hi kiya tum na gayi karbobala..(2)8. Haye kaise manzar wo kare mazharo irfan bayaathi ye sughra ke qareeb zainab e muztar ki fughaamere baalo ki safedi me hai ye raaz chhupasughra acha hi kiya tum na gayi karbobala..(2)Haye sughra..

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay