Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Surood E Aman

Shahid Baltistani
0:000:00
Surood-e-Aman[Ferda ki bahaar aya, az karama shuma aya] ×2 az karama shuma aya[Allah] ×6 [la ilaha ilallah] ×2 [Alaah] ×3Suraj sitare aabo hawa, bargo shajar sab teri ataa, ye behte dariya, ye rango bu, [dete he humko tera pata] ×2[Ferda ki bahaar aya, az karama shuma aya] ×2 az karama shuma aya[Allah] ×6 [la ilaha ilallah] ×2 [Alaah] ×3Larka hai jese tera chaman, tune banaye wo panjatan, eik mustafa hai eik murtaza, [shabbir or zahra hai or hassan] ×2[Allah] ×4 [la ilaha ilallah] ×3 [Allah] ×6 [la ilaha ilallah] ×2 [Alaah] ×3Hai masjidon me barsaate khun, teri ibadat kaise karun, ye khofmehshat ka raaj hai, tere namazi hai besukoon, ay rab-e-akbar sunle dua,karte hai tujhse hum iltija, zehra ki chadar saya kare (kehta haitujhse bandaa tera) x2[Allah] ×6 [la ilaha ilallah] ×2 [Alaah] ×3Ik rab hai quran bhi aik hai, ik deen hai imaan bhi aik hai, rehan phir kyun ye tarfiqa, [qalma musalman bhi aik hai] ×2[Ferda ki bahaar aya, az karama shuma aya] ×2 az karama shuma aya[Allah] ×6[allahu qabla kullu shay', allahu ba'ada kullu shay'] ×2allahu akbar

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay