Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Tere Qurban Alamdar 2008

Irfan Haider
0:000:00
Tere Qurbaan Alamdaar-e-wafa[Tere qurbaan alamdaar-e-wafa] ×4Chu raha hai aasmaa(n) tera nishaa(n)Momino(n) pe saayebaa(n) tera nishaa(n)Tera nishaa(n), lashkar ki shaa(n)Tere qurbaan alamdaar-e-wafa(Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2Tere qurbaan alamdaar-e-wafaAy jaan-e-Haider, Zahra ke bete[Parcham uthaana sikha hai tujhse] ×2Aaye hawaa jab tere alam se(Ye dil ye jaa(n)) x2 Ho yak zabaa(n)Tere qurbaan alamdaar-e-wafa(Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2Tere qurbaan alamdaar-e-wafaAath Muharram Ham yu(n) manaaye(Bacho(n) ko apne saqqa banaaye) x2Sharbat pe teri nazre dilaaye(Zainab ka maa(n)) x2 Sarwar ki jaa(n)Tere qurbaan alamdaar-e-wafa(Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2Tere qurbaan alamdaar-e-wafaBaab-ul-Hawaaij, tera laqab hai(Abhi wafaao(n) ka tu hi rab hai) x2Wo baat kehdu jo zeyr-e-lab hai(Shah-e-zeeshaa(n)) x2 Rab-e-subhaa(n)Tere qurbaan alamdaar-e-wafa(Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2Tere qurbaan alamdaar-e-wafaMashko alam hai teri nishaani[Ye shor-e-darya ke hai mahaani] ×2Tere qaside parhta hai paani(Saara jahaa(n)) x2 Mere mehmaa(n)Tere qurbaan alamdaar-e-wafa(Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2Tere qurbaan alamdaar-e-wafaKehta hai sabse teri kahaani[Ye charta suraj, ye behta paani] ×2Gunji dahaari tashnadahani(Bole har aa(n)) x2 Fakhr-e-azanTere qurbaan alamdaar-e-wafa(Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2Tere qurbaan alamdaar-e-wafaDekha julooso(n) mei hamne aksar[Dhoop ki shiddat aayi jo sar par] ×2Tere alam ke saaye me aakar(Hai yak zabaa(n)) x2 Peer-o-jawaa(n)Tere qurbaan alamdaar-e-wafa(Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2Tere qurbaan alamdaar-e-wafaTera alam jab ley aaye Sarwar[Kulsoom royi Sheh se lipat kar] ×2Hasrat se dekhi, Zainab ne chadar(The tashna kaa(n)) x2 Marsiya khwaa(n)Tere qurbaan alamdaar-e-wafa(Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2Tere qurbaan alamdaar-e-wafaAy mere Ghazi, ay ibn-e-Haider[Teri ata se likhta hai "Mazhar"] ×2Kehta hai teri, chawkhat pe aakar(Tera "Irfa(n)") x2 Har nawha khwaa(n)Tere qurbaan alamdaar-e-wafa(Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2Tere qurbaan alamdaar-e-wafa

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay