Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Umme Laila Sambhal Zainab S.A Ko

Mir Hasan Mir

Umme Laila Sambhal Zainab S.A Ko

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Gareeb zehra par kya waqt hai gareebi ka...garebaan chaak hai baalon me khaake karbobalatalaash karte hai rasta nazar nhi aatayeh haal dekhke haste hai sheh par ahle jafabehan ke kaandhon par kul kainaat laate haikadam kadam par yeh aawaaz dete jaate haiumme laila sambhal zainab ko x2laa raha hu main lasha-e-akbarumme laila sambhal zainab ko x2bole honge hussain yeh rokarumme laila sambhal zainab kolaa raha hu main lasha-e-akbarumme laila sambhal zainab ko1) naujawan laash hai zaeefi haimeri nazron se dekh manzar kokaise humsheer ko sambhalungamain sambhale hue hu akbar kotera ehsaan hoga yeh mujhpar2) uske seene se leke naame alimaine barchi abhi nikaali haiimtehaan de chuki meri gurbatab teri bebasi ki baari haitu bhi is waqt yaa ali kehkar3) do nageene the iski godi medono akbar pe kar diye sadkasabr aisa ke apne beton parmaine rota ise nahi dekhahai magar ab yeh lasha-e-akbar4) rok rakha hai apne ashkon kosabse chup chup ke aaahein bharti haimain samjhta hu maadare akbarteri mamta pe jo guzarti hairakhke apne kaleje pe patthar5) aise lashe jawaa'n uthaaye hunaidiyaan khat banati aati haiinn nishaano ko peeche-peeche mereamma zahra mitati aati haiuski nazrein na dekhe yeh manzar6) aye "takallum" woh shaam-o-kufa kataiy hua hoga is tarah se safarAmma zainab sambhalna maa kokehte honge sina se yeh akbaraur hoga hussain ke lab par...

About Umme Laila Sambhal Zainab S.A Ko

Umme Laila Sambhal Zainab S.A Ko is a nohay recited by Mir Hasan Mir, from the album “Sham Nay Mar Deya (2011)” (2011). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Mir Hasan Mir or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Mir Hasan Mir