Wa Hasan Sabaz Qaba
Play & keep listening — more nohay queue up automatically.
Lyrics
Open lyrics pageBay Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba ..(3Zehr se tukde jigar, khoo'n say kafan laal huwaWa Hasan-e-sabz-e-qabaBe Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba ..(2)1. Khoo'n ugalte huwe bhai ko behan ne dekhaor tadap ker ye kaha ..(2)Teri ghurbat pe ay bhayi teri Zainab ho fidaawa Hassan-e-Sabaz-e-QabaBe Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba ..(2)2. Maa ke dukh se abhi azad kaha'n thi zainabhogaya kaisa ghazab ..(2)Baap zinda na raha Bhai suwe khuld gayawa Hassan-e-Sabaz-e-QabaBe Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba ..(2)3. Ker diya Zehr-e-halahal ne Jigar ke tukdeAur Qasim ke liye ..(2)Kamsini me hai ye gham Sham-e-gharibi jaisawa Hassan-e-Sabaz-e-QabaBe Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba ..(2)4. Ghar se ik baar janaza jo nikal jata haikab wo phir aata hain ..(2)Aisa taboot hai ye lot ke jo ghar ayaawa Hassan-e-Sabaz-e-QabaBe Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba ..(2)5. Sheh ne us waqt jo Ghazi ko na roka hotahashr ho jata bapaa ..(2)teer aate na janaze pe tumhare Maulawa Hassan -e-Sabaz-e-QabaBe Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba ..(2)6. Sheh ko Rehan baraadar kaa jigar yaad aayajab se karbobala ..(2)Tukde Qassim ke utha te huwe maula ne kahawa Hassan-e-Sabaz-e-QabaBe Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba ..(2)
About Wa Hasan Sabaz Qaba
Wa Hasan Sabaz Qaba is a nohay recited by Shahid Baltistani, from the album “Asghar Kafi Hai”. Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.
Explore more nohay by Shahid Baltistani or browse the Nohay collection.
Listen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.