Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Ya Mustafa Ya Mustafa

Ali Safdar

Ya Mustafa Ya Mustafa

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

Ya mustafa, ya mustafa..(2)Ya mustafa salle alaa..(2)Mehbub e haq, khair ul basharislaam ke baani nabishams uz zoha, badr ud dujanoor e khuda, shaane walizakhmi hai dil, zakhmi jigarye jaanta hai kab koiwo ghum mile hai aapkosakte mein hai saara jaha'nYa mustafa salle alaa..(2)Ya mustafa, ya mustafa..(2)Pyaare nabi ya mustafa, har aankh hai girya kunaYa mustafa, ya mustafa..(2)1. Kya Mustafa ne ghum saheduniya ko kab maloom haisab ke liye rehmat hai jokhud kis qadar mazloom hai..(2)qurbaan sab kuch kar diyaYa mustafa, ya mustafa..2. Patthar use maare gayejo rehmat e kaunain thadaef ki galiyo mein lahoobehta raha, behta raha..(2)phir bhi nahi ki badduaYa mustafa, ya mustafa..3. Ye sochte hai mustafaaghosh mein shabbir haikhanjar rawa gardan pe haizakhmi badan mein teer hai..(2)ayegi ek din karbala..Ya mustafa, ya mustafa..4. Beti pe mere baad phirhar zulm dhaaya jayegamohsin shahadat payegaghar ko jalaya jayega..(2)subbat ilayya ki sadaaYa mustafa, ya mustafa..5. Hasnain hai girya kunanana ki mayyat dekhkarbaba chale hai chhod karzehra ka hai muztar jigar..(2)ab kya karegi fatimaYa mustafa, ya mustafa..6. Haider ki aankhein ashk haitaboot mein hai mustafazehra akeli rehgayiaur puchti hai maamta..(2)wo shaam, kufa, karbalaYa mustafa, ya mustafa..7. Zainab ke lab par thi sadalut kar madine aagayekurta liya shabbir kamarqad pe nana ki chale..(2)mehshar bapa hone lagaYa mustafa, ya mustafa..8. Lega wo badla zulm kaek din Mohammad aakhriuski museebat likh sakehaq hai ali safdar yehi..(2)maine qamar nauha likhaYa mustafa, ya mustafa..

About Ya Mustafa Ya Mustafa

Ya Mustafa Ya Mustafa is a nohay recited by Ali Safdar, from the album “Main Jang Karunga”. Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Ali Safdar or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Ali Safdar