haay zainab haay haay shaamjhoon jhoon baazaar qarib aayazainab ko ghazi yaad aaayahaathon se ya phir baalon se tchehre ko tchhupaale shehzaadiye shaam shaher ki galiyaan hain dil thaamle ay aaqa zaadifizza ne jab ye batlaayamaahol sharaabi jab dekha baba ki vasiyat yaad aayikoyi to mujhe tchaadar laade hothon pe yehi fariyaad aayijab koyi nahin tchaadar laayaphir shaam ke logon ne badla ajdaad ka yun zainab se liyatchaadar tchhini patthar maare or garm kabhi paani phaikadurra jo sakina ne khaayaabbas kahaan hai ay zainab jab shimr hiqaarat se bolagash khaane lage sab ehle haram kulsum pukaari wa wailasajjad ko yasrab yaad aayakhaamosh rahi aulaade nabi karbal se yahaan tak zulm sahakhuli ye manaadi karne laga ye kunba hai ek baaghi kamazlum jo baghi kehlaayahar gaam naya ek zulm huwa laatchaar musaafir zainab parzainab ko rulaaya zaalim ne naaqon ke qarib neza laa karshabbir ka sar jo dikhlaayafarhan qayaamat ka gham hai mazhar ne likha hai kya nauhashabbir bina abbas bina ye pehla safar tha zainab kajhoon jhoon baazaar qarib aayazainab ko ghazi yaad aaaya
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.