bane hain dulha ali..(2)zehra ki hai rukhsati..(2)1. Ghar me aayaate haq ka ujaala huwanoor arz o samaa ka dobaala huwadekho qur'aan khud shaahwaala huamil gayi deen ko ek nayi zindagi2. Jibraeele ameen ki munaadi hai yedekho ek shaahzaadi ki shaadi hai yeaur shaadi magar kitni saadi hai yena hai israaf aur na dikhaawa koyi3. Kaisa saada jahez is dulhan ko milaek takya o charkha aur ek aasiaek khajooro ke patton ka bistar bhi thakooza o mashk aur ek suraahi mili4. Aqde zahra o haidar ki ye sunnateinmomino tumpe bhi farz hai itaa'ateinjaise andaaz zahra ki shaadi ke hainus taraah byaah do apni beti ko bhi5. Aqd ke aasmaan par fasaane bhi hainhuro gilmaan ke lab par taraane bhi hainsher kuch apne hamko sunaane bhi hainmomino tum bhi dohraawo misraa yehi6. Baithi binte payambar amaari me hainsaath huraane jannat sawaari me hainphul jannat ke phulon ki kyaari me haikhushbu hai aaj phayli gali dar galiYa ali ya ali..(2)7. Ilm aur noor ke do samandar milequrbatein badh gayi faasle mit gayeleke binte nabi ko nabi khud chaleYa ali bol uthe har chaman har kali8. Ju'n hi bayt e wilaayat me pohnchi dulhanaayaton se sajaa dekha sehne chamansura kausar ka karne laga ye sukhanmit nahi sakti taa hashr nasle nabi9. Dekhiye to ay maajid samaa dekhiyekhud payambar bhi hai shadmaan dekhiyeaaj bayt e ali me jinaa dekhiyejalne waale jalein ham kahenge yehi
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.