Azadari MediaAzadari Media
POET · SHA'IR

Fateman Ke Laal Saiyadi Husain Aap Par Fida Ye Zuhaire Kain 1 Zinda Hon Duaye Fateman Ke Fazal Se Khadim Aap Ka Hon Main Khoda Ke Fazl Se Aap Ke Ghulam Mere Waldain _ Saiyadi Husain 2 Mujh Ko Bhi Khoda Ne Ye Sharaf Ata Kiya Aaj Aap Par Karon Ga Main Bhi Ja'n Feda Mire Do Jahan Shahe Mashraqin _ Saiyadi Husain 3 Meri Sansen Jab Talak Chalen Gi Ya Imaam Aap Ki Sipar Bana Rahe Ga Ye Ghulam Wada Hai Mera Fateman Ke Chain_ Saiyadi Husain 4 Aap Ke Karam Ne Martaba Bada Diya Maut Se Bhi Ladne Ka Mila Hai Hausla Ai Shahe Zaman Haq Ke Nure Ain _ 5 Aap Ke Mokhalifon Ko Jake Maar Don Aap Ke Qadam Men Ye Hayat Waar Don Dil Men Hai Mere Ek Shoro Shain _ 6 Daste Akhteyar Men Ye Saari Kainat Hai Aap Ke Sabab Khodake Deen Ki Hayat Hai Aap Ki To Hain Din Ke Zedo Zain _ 7 Zulfeqar

Nauha Diary
Fateman Ke Laal Saiyadi Husain Aap Par Fida Ye Zuhaire Kain 1 Zinda Hon Duaye Fateman Ke Fazal Se Khadim Aap Ka Hon Main Khoda Ke Fazl Se Aap Ke Ghulam Mere Waldain _ Saiyadi Husain 2 Mujh Ko Bhi Khoda Ne Ye Sharaf Ata Kiya Aaj Aap Par Karon Ga Main Bhi Ja'n Feda Mire Do Jahan Shahe Mashraqin _ Saiyadi Husain 3 Meri Sansen Jab Talak Chalen Gi Ya Imaam Aap Ki Sipar Bana Rahe Ga Ye Ghulam Wada Hai Mera Fateman Ke Chain_ Saiyadi Husain 4 Aap Ke Karam Ne Martaba Bada Diya Maut Se Bhi Ladne Ka Mila Hai Hausla Ai Shahe Zaman Haq Ke Nure Ain _ 5 Aap Ke Mokhalifon Ko Jake Maar Don Aap Ke Qadam Men Ye Hayat Waar Don Dil Men Hai Mere Ek Shoro Shain _ 6 Daste Akhteyar Men Ye Saari Kainat Hai Aap Ke Sabab Khodake Deen Ki Hayat Hai Aap Ki To Hain Din Ke Zedo Zain _ 7 Zulfeqar's kalam is on Nauha Diary

Their kalam in Urdu, Roman Urdu and translation. Synced lyrics still show in the player when you listen here.

Open nauhadiary.com

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.