Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sada Rahega Hussain

Farhan · 2022

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Hussain...(4)Fanaa ho jaegi duniyalekin khuda ka hai waadajab tak ye azaa rahegiZehra ki dua rahegiNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussainHussain hussain maula hussain hussain.. (2)Zindabad ZindabadSheh ki azaa zindabadAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussain1. Shabbir ka ghum rahega sadanaslo ko wirse mein dedi azaakal hum rahe na rahe kya pataZikre azaa, aaho bukayeh soch kar karna sadaNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussainHum hai dua e sayyedahum hai fida e hussain ..(2)Zindabad ZindabadSheh ki azaa zindabadAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussainHussain hussain maula hussain hussain.. (2)2. Nikle gharo se sabhi nauhagarpaidal julooso mein karne safarna fikr e mausam na dushman ka darr..(2)Oonche alam, badhte qadamroke hume, hai kisme dumNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussainSeene me dil, dil mein hai dhadkandhadkan mein hussainaankho'n mein ashko ka hai sawansawan mein hussainmanga hai Allah se jeevanjeevan mein hussainkarbobala hai mera maskanmaskan mein hussainHaan..Tum bhi karo hum bhi kare - Matam e hussainTum bhi karo hum bhi kare - Majlis e hussainHaan..Tum bhi bano hum bhi bane - Zaer e hussainTum bhi chalo hum bhi chale - Maqtal e hussainTum bhi uthao alam - hum bhi uthaye alamTum bhi badhao qadam - hum bhi badhaye qadamTum bhi yeh khao qasam - hum bhi ye khaye qasamTum bhi manaoge ghum - hum bhi manaenge ghumNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussain3. Rasm e wafa yu nibhate hai humbachho ko saqqa banate hai humtehzeeb e majlis sikhate hai hum..(2)Nauha padho, matam karohum ne kiya, tum bhi karoNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussain4. Zikr e azaa ko aur badhaonaslo ko yu parwaan chadhaomatami aur namazi banaojo kiya tumne, inhe bhi sikhaoguzre jaha bhi juloos azaa keraho mein unke sabeelein lagaoHaan..Ye hai sabeelein ye pyaso ka matamYa hussain ya hussainRaaho mein hai ye aseero ka matamYa hussain ya hussainYe khoo'n ka pursa ye zakhmo ka matamYa hussain ya hussainSholo pe Abid ke chhalo ka matamYa hussain ya hussainZikr e sakina tamacho ka matamYa hussain ya hussainHota rahega shaheedo ka matamYa hussain ya hussainNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussainHussain hussain maula hussain hussain.. (2)5. Har saans pe qarz hai sheh ka ghumjitna bhi matam karein wo hai kumfarsh e azaa par nikal jaye dum..(2)Jitni bachi, hai zindagikarte rahe, ye naukriNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussainHussain hussain maula hussain hussain.. (2)Maut ke sailaab mein har khusk o tar beh jaegaHaan magar naam e hussain ibn e ali reh jaegaNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussainHussain hussain maula hussain hussain.. (2)6. Bibi ki mehnat ye rang layi haimatam ka har koi shehdayi haiehle azaa ne qasam khayi hai..(2)Ye dil hai kya, ye jaa'n hai kyashabbir par, sab kuch fidaNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussainHum na kabhi bulenge ye ghumMaula ki qasamNauha padhenge yuhi har dumMaula ki qasamRukne nahi denge ye matamMaula ki qasamJhukne nahi denge ye parchamMaula ki qasamEhle azaa aao matam kare humYa hussain ya hussainMehve buka aao matam kare humYa hussain ya hussainSaadat ka aao matam kare humYa hussain ya hussainGhum hai bada aao matam kare humYa hussain ya hussainGoonj e sadaa aao matam kare humYa hussain ya hussainBus har jagah aao matam kare humYa hussain ya hussainNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussainHussain hussain maula hussain hussain.. (2)6. Yeh tera matam ye nauhe rahengeFarhan o Mazhar ye kehte rahengenaslo ko paigham dete rahengeyu hi charagh e azaa bhi jalengena yeh qadam ruk sake na rukengemajlis ki janib ye badhte rahengeNa tum rahoge na hum rahenge..(2)sun le ye saara zamanaAzaa rahegi azaa rahegisada rahega hussain hussainHussain hussain maula hussain hussain.. (2)Hussain.. Hussain ..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.