Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Zindan se rihaa

Nadeem Sarwar · 2003

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Zindan se rihaa[Haye hussaina] ×6[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×3[Allah ye kya hogaye sadaat] ×3 Kuch karbobala hogaye sadaat[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×2[Ye kaysi rihaayi he ke dil khush nahi hota] ×2 [Kya rehgayaa zindaan me ke har qaydi hai rota] ×2 Ho apni sakina se judaa hote hai sadaat. Allah, mere Allah[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×2[Ay shamiyo ab chayn se araam se sona] ×2 [Be chayn karenga na kisi bachi ka rona] ×2 Jo shaks wo bukaa karti thi rowengi kabhi maa. Allah, mere Allah[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×2[Zainab ne kaha qayd me hai mera khazana] ×2 [Ay aurto jab shaam chale is taraf anaa] ×2 Gurbat pe sakina ki piya ret jalaa na. Allah mere Allah[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×2[Sajjad pe zewar jo asiri ke utare] ×2 [Sukhe huwe sab zakhm har ik kho gaye sare] ×2 Sar dekh ke baba ka tarap kar wo pukaare. Allah mere Allah[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×2[Zainab ne ridaa pak kaha shukr khudaa hai] ×2 [Abbas mere bhayi magar sadma baraa hai] ×2 Sar nange hame saraa jahaa dekhta hai. Allah mere Allah[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×2[Mazloom jo ik lafz abhi tashnagi boli] ×2 [Is lafz rasan bazu ki sajjad ne kholi] ×2 Kehne lagi kya jaaye watan khali hai joli. Allah mere Allah[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×2[Ye kafla jab karbobala lot ke aya] ×2 [Dekha ke para doop me hai bhayi ka lahsa] ×2 Zainab ne sare khaak balaa khud ko giraaya. Allah mere Allah[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×2[Kya shaan thi sadaat ki jab ghar se chale the] ×2 [Mehmil thi amari thi mashkize bhare the] ×2 Abbas-e-alamdar alam khole huwe the. Allah mere Allah[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×2[Galiyo me madine ki ajab shor bapaa hai] ×2 [Sughra se abhi aake kisi ne ye kaha hai] ×2 Aa sughra tera baba watan lot raha hai. Allah mere Allah[Zindan se rihaa hogaye sadaat] ×2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.