Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Akbar Mera Pyara Tha

Nadeem Sarwar
0:000:00
haaye haayehaaye ali akbarjivan ka asaasa tha piri ka sahaara thakya jaane wo kya kya thaakbar mera pyaara raaj dulaara thaakbar ki jawaani par sau jaan se fida maadaray kaash use dekhun ek baar nazar bharkarwo aankhon ka taara tha raaj dulaara thaye din the jawaani ke akbar teri shaadi kekis tarha lute armaan teri maa dukhiyaari keaisa to na socha tha raaj dulaara thakya khub wo surat thi naana ki shabaahat thiwaabasta bahot tumse apnon ki mohabbat thiwo sab ka dulaara tha raaj dulaara thaek daaghe alam dekar kis samt chale akbarsar kham kiye rokar beta teri raahon parbaba ka ye naala tha raaj dulaara thasine me jo bhaala hai is dil me bhi utra haikaise ye sahu sadma ye maa ka kaleja haiwo naazon ka paala tha raaj dulaara thamaidaan se jo aate tum aur maa ko bulaate tumpaani mein tumhe deti aur pyaas bujhaate tumkya maa ko pukaara tha raaj dulaara thajab yaad teri aaye dil tumko kahaan paayeitna to bata jaawo maadar ye kahaan jaayeyun mujhko rulaana tha raaj dulaara thajab ali shanaawar ye zikre gham sunaata haizaakira ka ye noha har maa ko rulaata haigham ye kitna gehra tha raaj dulaara tha

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay