Ye jo panja hai ek balandi par..(2)hai ye shane alam sare manzarsar balandi ka ek ishara haiye jo mashkiza e sakina haipyaase bacho'n ka ye safina haiashiqo'n, saaya e dua me chalohaan chalo bazme bawafa me chaloaaj bhi ye alam hamara hai..(3)aaj bhi ye alam hamara hai..(4)Har azadaar ka sahaara haiaaj bhi ye alam hamara hai..(2)1. Ae azadaro khush naseeb hai hum..(3)humko shabbir ne pukara haiaaj bhi ye alam hamara hai..(2)2. Meri tareekh hai azadari..(3)meri majlis bhi ek idaara haiaaj bhi ye alam hamara hai..(2)3. Hai gawahi yahi juloos e azaa..(3)kaun jeeta hai kaun haara haiaaj bhi ye alam hamara hai..(2)4. Aur, iska maqtal mein faisla hoga..(3)hurr hamara hai ya tumhara haiaaj bhi ye alam hamara hai..(2)5. Mukhtalif hai sabhi shaheed magar..(3)ek hi sabka istekhara haiaaj bhi ye alam hamara hai..(2)6. Baad e takbeer aur risalat ke..(3)meri pehchaan ali ka naara haiaaj bhi ye alam hamara hai..(2)7. Aye azadaar ye azakhane..(3)dekh jannat ka ye nazara haiaaj bhi ye alam hamara hai..(2)8. Hum hai sarwar helaal behre azaa..(3)ta qayamat yahi sahara haiaaj bhi ye alam hamara hai..(2)Har azadaar ka sahaara haiaaj bhi ye alam hamara hai..(3)
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.