Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Bibia Roey Zarozar

Nadeem Sarwar
0:000:00
Bibiya rowe zaro zaarHussain hussain x4Bibiya rowe zaro zaar, shezadiya rowe zaaro zaar, lut gaya karbal mein gharbaar,Hussain hussain x2Ai aale nabi ki aur darbar, Hussain hussain x2Zanjir mein jakra hai bimar, hussain hussain x2Bibiya rowe zaaro zaar.1. [Koi bayn kare bacho ke liye koi ro ke kahe bhayi na rahe] ×2[nahi zainab ka koi ghamkhwar] ×2karbobala me hai ye pukaarhussain hussain x2Ai aale nabi ki aur gharbaar.2. [Akbar ka jigar asger ka galaa, abbas ke baazu tegh jafaa] ×2[hai halke shahidan aur talwar] ×2karbobala me hai ye pukaarhussain hussain x2Ai aale nabi ki aur gharbaar.3. [Kasim ka badan pamaal huwa, aati thi sadaa dulha dulha] ×2[gar aaja bas tu ek baar] ×2karbobala me hai ye pukaarhussain hussain x2Ai aale nabi ki aur gharbaar.4. Katta tha shahewala ka gala, roti thi zamine karbobala) x2[hai aaj qayamat ke aasar] ×2karbobala me hai ye pukaarhussain hussain x2Ai aale nabi ki aur gharbaar.5. [Roro ke sakina bayn kare, darya pe gaya amu mere] ×2[ab kon karenga mujko pyar] ×2karbobala me hai ye pukaarhussain hussain x2Ai aale nabi ki aur gharbaar.6. [Be parda huwe sab ehle haram, jab thanda huwa ghazi ka alam] ×2[jina hai sakina ka dushwar] ×2karbobala me hai ye pukaarhussain hussain x2Ai aale nabi ki aur gharbaar.7. [Jalte huwe khayme ahle haram, hai shame ghariban aur matam] ×2[haye kafela jaane ko tayar] ×2karbobala me hai ye pukaarhussain hussain x2Ai aale nabi ki aur gharbaar.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay