Bas ya hussain[Hussain ya hussain] ×3Ay hur kise mili ye shahadat ki zebo zain, baadi pe tere aayi he khud maadare hussain, is martabe ke baad sab kuch to milgaya, ay hur hussain milgaye, rab tujhko milgaya[Kuchh nahin mila] ×2 use tu nahin mila jise[Tu jisko milgaya rab usko milgaya] ×3[Bas ya Hussain] ×4Ye bas hussain ki ata [ye bas hussain ka jigar] ×2Jo kehdiya who motabar [jo dediya to sara ghar] ×2Karam hussain ka karam kisi pe hogaya agarMile kisi ko bale par kisi ko milgaye pisar[Hur banadiya] ×2 use jo ek baar milgayaTu jisko milgaya rab usko milgaya[Bas ya Hussain] ×4[Wa tu izzu man tasha wa tuzzilu man tasha] ×2Adam ki puri nasl pe ehsan kon thaJis par khuda ko naaz who insane kon thaKunbe ke saath deen pe qurban kon thaNoke sina pe qariye quran kon thaAy karbala bata tera mehman kon tha[Bas ya Hussain] ×4[Bas hussain ka] ×2 jise ye ikhtiyaar milgayaYe ikhtiyaar kitna waseelo buland heSara jahaan Hussain ki mutthi mein band heBadla he karbala mein taqazae inqilabNeze pe ab jo sar he wohi sar buland heEwane imbisaat mein jannat na kar talabYe who ghame hussain ke aansu mein band he[Bas ya Hussain] ×2Tu jisko milgaya rab usko milgayaDastaan Hussain ki samajh mein aagayi agarTo hur ki rehguzaar par karega ishq ka safarTarap tarap uthega tu kahega raat raat bharHussain bas hussain he sina pe ya zameen par[Shahe Karbala] ×2 se jis ke bal ka taar mitgaya[Tu jisko milgaya rab usko milgaya] ×2Ik do pahar mein jisne bhara ghar luta diyaNagaah khuda he jispe who sajda ada kiyaApne lahu se khaak ko khaake shifa kiyaAshur ek roz tha sadiyon pe chha gayaKarbobala ko arshe muwalla bana diya[Bas ya Hussain] ×4[Salam ya Hussain] ×2 rab ka itebaar milgayaTu jisko milgaya rab usko milgayaJab ran mein zulfiqar e ali nadahaan chaliBhich bhich gayin safon pe safeen who jahaan chaliChamki to is tarah udhar ayi wahaan chaliDene ko daad arsh se pyaase ki maa chaliMuddat ka taal mel tha barson ka saath thaJaisi who zulfiqar thi waisa hi haath thaKhaak aagayi safon ko jidhar aayi zulfiqarGeh chupgayi to gaah nazar aayi zulfiqarSar par chamak ke taba qamar aayi zulfiqarZi kat kar zameen pe utar aayi zulfiqarPhir to ye ghul huwa ke duhaayi hussain kiAllah ka ghazab he laraayi hussain ki[Hussain ya hussain] ×4Ayi nidae ghaib ke shabbir marhabaIs khaak ke liye thi ye shamsheer marhabaYe aab ru ye jang ye tauqeer marhabaBas bas hussain bas mere dilgeer marhabaWaqte namaaze asr he takbeer marhaba[Bas ya Hussain] ×4Labbaik keh ke tegh rakhi sheh ne myaan meinPalti sipaah aayi qayamat jahaan meinLo khanjaron mein teghon mein bhagon mein ghir gayeTanha Hussain barchiyon waalon mein ghir gaye[Hussain ya hussain] ×4"Rehan-o-sarware" hazeen suno ye aisa raaz heHussain keh rahe the bas khuda pe mujhko naaz heNa bhai na pisar raha na koi chara saath heAzaan he Hussain he khudaaye beniyaz heNa seen na zameen par ye aakhri namaaz he[Hussain ya hussain] ×4Jiske dil mein Hussain rehta heFarsh majlis ka jo bichhata heJo bhi nawha kahin sunata heLeke name Hussain rota he[Usko zehra salam karti he] ×6[Hussain ya Hussain] ×4
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.