Azadari MediaAzadari Media

Nohay

Hai Sadaat (S.A)

Nadeem Sarwar

Hai Sadaat (S.A)

Play & keep listening — more nohay queue up automatically.

haaye saadaat haaye saadaathaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekhaapni aankhon ko sadaa khun hi rota dekhajis gharane ne sadaa logon ko khusiyaan baatiunko khushiyaan na mili gham hi ziyaada dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekhawo mohammad ke jo rehmat hain zamaane ke liyeunki naalain ko bhi khun me duba dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekhasabz gumbad ke qareeb marqade zehra hai magarbaap ne beti ki turbat pe na saayaa dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekharotiyaan maang ke jis dar se farishte jaayeeed ke roz bhi un batchon ka faaqaa dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekhawo taqi ho ke naqi musiye kaazim ya razasakhtiyaan qaid ki aur zehr ka pyaala dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekhapusht pe jis ko bithaate the rasule akramus nawaase hi ka sar bar sare neza dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekhajis ke baazu the rida zainabe kubra ke liyekaise bibi ne use baazu burida dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekhasubhe aashur dhali shaame gharibaan aayitchaar pehron me qayaamat ko guzarta dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekhagir gayi khaak pe gash khaa ke ali ki betiputchha sughra ne ke pardes me kya kya dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekharo diye sarwar o rehan jigar thaam ke hamjab azaa khaane me rakhaa huwaa jula dekhahaaye saadaat ne is dehr me kya kya dekha

About Hai Sadaat (S.A)

Hai Sadaat (S.A) is a nohay recited by Nadeem Sarwar, from the album “Abad Wallah Ya Zahra (S.A) (2011-2012)” (2011). Stream the full audio for free on Azadari Media, read the complete lyrics above, and keep listening — related nohay queue up automatically.

Explore more nohay by Nadeem Sarwar or browse the Nohay collection.

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More from Nadeem Sarwar