Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Kuluh Yuman Aashura

Nadeem Sarwar
0:000:00
Kullo yaumin ashuraYaa hussainYa hussain, ya hussain[Kullo yaumin ashura, kullo arzin karbala] ×2[Yaa abal abrar] ×2 Yaa hussain1. Kabhi nabi ke kalmago the kabhi namazen parte the Karbobala me sibte nabi ke khoon ke lekin pyase the[Hifz kiya quraan magar ye qaule nabi naa yaad raha] ×2[Har kuleman haramahum wa silmun liman saal mahum] ×2Inse rifaqat mujhse rifaqat inka adu dushman hai mera[Yaa abal abrar] ×2 Yaa husainYaa husain, yaa husain.[Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala] ×2 [Yaa abal abrar] ×2 Yaa husain2. Sab ko khabar hai sabko pata hai khuld bari ke malik haiSaaqi-e-qausar kasime jannat arsho zami(n) ke malik hai[Shimre sitamgar such zara to kaat raha hai kiska gala] ×2[Ad gule man ada hum va mohibbun leman ahbahum] ×2Inka adu hai mera dushman, dost hai inka dost mera[Yaa abal abrar] ×2 Yaa husainYaa husain, yaa husain. [Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala] ×2[Yaa abal abrar] ×2 Yaa husain3. Laymo ka laymi damo ka dami nafso ka nafsi jin ko kahaPyar na bas hasnayno zahera maula ali thi zere kissa[Sad afsos bhulaya tumne kaule rasule akram ka] ×2Ruhe payambar ruhe zahera keyu na kare phir vavaylaYaa husain, yaa husain. [Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala] ×2[Yaa abal abrar] ×2 Yaa husain4.Jiske liye tathir ki chadar aayat ban kar aayi thiDasht-e-bala me nange sar wo zaynab, zahera jayi thi[Balo se parda karti thi karti thi ye aaho buka] ×2Qatl kiya mere bhai ko chhinli mere sarse ridaYaa husain, yaa husain. [Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala] ×2[Yaa abal abrar] ×2 Yaa husain5.Bade nabi ke zulm uthhaye ahele sitam ne zahera parQati kiya jalti reti par binte nabi kaa lakhte jigar[Ik taraf tha pyas kaa chehra ek taraf behta dariya] ×2laasha-e-sarvar ahle jafaa ne ghoro(n) se pamal kiyaYaa husain, yaa husain. [Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala] ×2[Yaa abal abrar] ×2 Yaa husain6.Subhe dahem shabbir ne jab akber se kaha azan kahoWale shahadat aa pahucha hai shukre khuda har aan karo[Ham nati ke quraan hain beta quraan suno quraan paro] ×2Teri aza aagaz hai beta our anjam sajda meraYaa husain, yaa husain. [Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala] ×2[Yaa abal abrar] ×2 Yaa husain

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay