Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Mujh Per Qon Bund Kartey Ho Pani

Nadeem Sarwar
0:000:00
[Ya Hussain] ×3Mera nana nabi meri maa sayyadaMera baba ali mera bhai hasanHum hi hein panjatanMeri kya he khata, - 3mujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun[Kya mein zahra ka jaya nahin hun] ×3Kya nabi ka nawasa nahin hun1. (Mere nana ne kalma sikhayaAur quran tumko sunaya) x2[Kya ma nana ka saaya nahin hun] ×3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun2. (Who madina jahaan mera ghar heAur masjid mein us ghar ka ghar he) x2[Kya mein us ghar mein khela nahin hun] ×3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun3. (Chakkiya pees kar maan ne paalaMujhko nana ne jhula jhulaya) x2[Apna bachpan mein bhula nahin hun] ×3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun4. (Kamli wale ke lab chumta thaKitna pyara mera bachpana tha) x2[Kya mein unka dulhara nahin hun] ×3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun5. (Mein jo paani kabhi maangta thaKyun tarapti thi maa ab mein samjha) x2[Paas asghar ke jaata nahin hun] ×3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun6. (Mein jo chahun baras jaaein badalKhun mein duba nazar aaye maqtal) x2[Jang karne mein aya nahin hun] ×3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun7. (Ik sada thi ye "rehaan-o-sarwar"Kehrahe the Hussain ibne haider) x2[Kya mein mehman aaya nahin hun] ×3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun[Kya mein zahra ka jaya nahin hun] ×3Kya nabi ka nawasa nahin hun

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay