Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Musafiraan E Musibat

Nadeem Sarwar
0:000:00
Musafiran-e-musibatNa mehmil hai na haudaj hai,Na lashkar ki wo sajdhaj hai,Na sarpe alam na chadar hai,Allah ye kaisa manzar hai,[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2safar se aate hai soghate dard laate hai[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2kiya salaam muhammed ke aastane ko,pataa ke aaye hai zehra ke sab gharane ko,na kar kubool tu hum bekaso ke aane ko,ye nawha karte hai aur ashk khu(n) bahaate hai[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2madina hum tere waali ko aaye hai kho kar,madina kufe me sar nange hum phire dardar,madina daaghe rasan hai humare shaano par,uthaa ke haath madine ko ye sunaate hai[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2har ek kadam hai buka kab labo pe bayn nahi,hamaye zindaa pa zehra ka noor ayn nahi,madina akbaro qasim nahi hussain nahi,ye kaise kaise jawaan the jo yaad aate hai[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2madine waalo kaho us behan ki kya taqdir,jo dekhe apne biradar ke halq par shamsheer,lahu me ghark jo dekhe hussain ki tasveer,lahu me kya yuhi baayi ka sar dikhate hai[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2batawo kahte hai kya sab us amma jayi ko,jo arbaeen talak de kafan na bhayi ko,bahan dikhayegi mu(n) kis tarha khudayi ko,kafan diya hai na unki lehed banaate hai[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2chala bashir ye deta huwa khabar har jee,magar mehelaye hashim me dekhta hai kya,ke ik mariza sare raah hai khari tanha,hai muntazir ke wo kunbe ke log aate hai[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2khabar ye phayli to matam har aik ghar me huwa,nikal nikal pari sab aurate barehnapaa,ghiri zamin pe sughra ke uspe charkh giraye soghwaar hai sughra ke paas ate hai[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2fizae dard me lekar udaasiya aayi,shapar se lit ke idher bhukhi pyasiya aayi,utho rasul tumhari nawasiya ayi,ye khudko untho se ehle haram ghiraate hai[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2jo aayi kaan me awaaze banue muztarkaha ho ay mere wali imame jinno bashar,tarap ke rehgayi sughra bapa huwa mehshar,"kabir" bas ab falaq thartharate hai[musafirane musibat, watan me aate hai] ×2

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay